Re: hamari choothi shaadi
Exactly. Baar baar rotey dhotey dekh kar ![]()
![]()
Re: hamari choothi shaadi
Exactly. Baar baar rotey dhotey dekh kar ![]()
![]()
Re: hamari choothi shaadi
flooder-e-azam wo parros wali daktarni sahiba kaise raheingi???
Re: hamari choothi shaadi
ruko:aq:
apnay juwaharaat utar kar deying
isay rakh lo tohfa samajh kar:shikra:
hmmmm:hmmm:yeh to bohat khoob hai.App rishta le kar fouran jaiye
Re: hamari choothi shaadi
daktarni koun:hmmm: zara khul kar bataiye
Re: hamari choothi shaadi
You too ![]()
** Badshah salamat**, mein iss waqt aik tight song video dekh raha hoon. uss mein background mein gaana chal raha hai aur foreground mein murghiyan dikha rahey hain. Agar kuch indecent nahi hotin tou video yahan post kar deta ![]()
p.s. Badshah salamat, jawahraat deney k liye shukriya. Kabhi naha bhi liya karein.
Re: hamari choothi shaadi
farangiyoon ki zubaan istemaal karna band karo:mad:
aaj zuban ,kal khud ek farangi banjao ge:emmy:
Re: hamari choothi shaadi
Badshah salamt ka deemagh chal gia hay, un kay pagal khanay main dakhlay ka intezam kia jai.
Unko dosroon ka deemagh istemal karnay key zaroorat isee wajah say paree.
Re: hamari choothi shaadi
ur CHOTI is getting married, or U ARE? ![]()
ahahah
im tayyar, for all the wealth:blush:
Re: hamari choothi shaadi
Gustaakhi ki muaafi chahta hoon Badshah salamat. Mein apni kahi hui baat Urdu mein tarjuma kar k batata hoon.
Mein iss waqt aik kassay huey gaaney ki filam dekh raha hoon. Uss mein peechey waley maidaan mein gaana chal raha hai aur aagey waley maidaan mein murghiyan dikha rahey hain. Agar thori si neem-barhana tasaveer nahi hotin tou mein uss totay ko yahan zaroor dikha deta ![]()
Re: hamari choothi shaadi
arey wohi jo mere paroos mein rehti hai
mashallah khubsoorat hain, parhi likhi hain, sughar hain
nahi to babul ki gudia bhi chale gi
even though shes not daktraani
Re: hamari choothi shaadi
:aq:
![]()
isay shehar k beech main khara kar diya jae pooray maheenay ke liye aur bethnay na diya jae:mad:
:aq: badshah hum aaisay hi nahi bane:snooty:
Choti abhi choti hai:shikra:
aap hamari doosri shaadi hai malika
sweetif teesri
aur khumar pehli
ab sweetpoision say shaadi ka irada rakhtayhain:shikra:
Re: hamari choothi shaadi
billi ,hum janwaroon k hukook ka bohat khayal rakhtay hain
meharbai
hum say gunnah sarzad na karvaiye ga
Re: hamari choothi shaadi
Oyee kaali billi..hum ine k kaabil nahii..lol..App kerlain ine se shaadii..hum kahan tu apkay mulazam hain miss kaaali billi..bhool gayii..:P...app k ghar saari zindagi ab Khidmat kerni hai...maa baap ka karz pura kerna hai:)..
Re: hamari choothi shaadi
woh to aap par depend kart hain baadshah salamat ke aap kia kareinge is billiu ke saath
and BKD plz speak in one langusge!!!
Re: hamari choothi shaadi
Badshah Salamat Aapkey aur aapki kaneezon k liye aik gaana paish hai. Thora sa aagey kar k suniye gaa, pahley aisay hi chavlein martey rahtey hain.
Re: hamari choothi shaadi
Kali billi..urdu main tu likha hai..sara sentence:(
Re: hamari choothi shaadi
lekin aik lafz samajh nahi aaya:smack:
u better write in english!
Re: hamari choothi shaadi
lol..showie:P