:jano: hum ne irada kiya hai ke hum jaldi apni choothi malika bhi chun lein ge
os khushnaseeb ka naam hum jaldi wazeh karein ge
:jano: hum ne irada kiya hai ke hum jaldi apni choothi malika bhi chun lein ge
os khushnaseeb ka naam hum jaldi wazeh karein ge
Re: hamari choothi shaadi
Can we nominate or have you made up your mind, fake badshah salamat? ![]()
Re: hamari choothi shaadi
dil to har ek pe aa raha hai:shikra:
aap thori madad karien
Re: hamari choothi shaadi
Mein Khumar ko naamzad karna chahoonga. Agar Khumar nahi tou **lifeless, sweet i.f., sweetpoison **mein sey koi bhi. Bara pappu maal hai badshah salaamat ![]()
Re: hamari choothi shaadi
:D
Re: hamari choothi shaadi
Adab say badtameez!!![]()
sab mailkaoon ka naam adab say liya jae:shikra:
yeh akhri wali koun hai:aq:
osay pegham bhejo ke badshah ne yaad kiya hai
Re: hamari choothi shaadi
lol..ahahah..:P..
Re: hamari choothi shaadi
ballay baaz medaan main ja ke khail ka muzahira karo:aq:
guriya:shikra: kaisay aana hua?
Re: hamari choothi shaadi
hum dono ki do do dafa shaadi nahin ho sakti
pehlay dafa hi buhat hai
Re: hamari choothi shaadi
aise flooder-e-azam se shaadi kare meri jooti ![]()
Re: hamari choothi shaadi
lollllllll...
Re: hamari choothi shaadi
Malika-e-Guppistan hum ne to aap say ek hi dafa shaadi ki hai:shikra:
par ab sweetpoision say shaadi ka irada rakhtay hain:hmmm:
aap ko manzoor hai?
Re: hamari choothi shaadi
hum ne apni rai ka izhaar kar diya hai
i will suggest babul ki gudia:chai:
Re: hamari choothi shaadi
Lekin mujhe baar baar dekhney mein maza aata hai ![]()
Badsha salamat, abhi yeh Kunwari larkiyan hain, aapki zaujiyet mein tou nahi aayin na. Isliye abhi tou inkey naam sey pukaar sakta hoon :halo:
Re: hamari choothi shaadi
agar yeh kunwari hai to hamari 3 shaadiyaan kaisay huin?
deemagh pe zoor dalo
Re: hamari choothi shaadi
aur billi ko mehal say nikala jae!! fouran!!![]()
yeh hamari shaadi main badshugani paida kar sakti hai:naraz:
Re: hamari choothi shaadi
Woh tou aapki na-ehli hai
![]()
Re: hamari choothi shaadi
abhi mazakh na karo ![]()
hamaray paas na ziada mowakay hain shadi ke aur na hi waqt ![]()
Re: hamari choothi shaadi
Kyon Badsha salamat, aapki umar dhalti jaa rahi hai? ![]()
Acha mazaq nahi karta, mein aur maal ley kar aata hoon ![]()
Re: hamari choothi shaadi
haan larki khoobsurat hai, smart bhi hai. khana acha pakai gi meray liye. chalo kar lo
baar baar rukhsati aur rona dhona dekhnay main? :aq: