hamari choothi shaadi

Re: hamari choothi shaadi

Gustaakhi ki muaafi chahta hoon Badshah salamat. Mein apni kahi hui baat Urdu mein tarjuma kar k batata hoon.

Mein iss waqt aik kassay huey gaaney ki filam dekh raha hoon. Uss mein peechey waley maidaan mein gaana chal raha hai aur aagey waley maidaan mein murghiyan dikha rahey hain. Agar thori si neem-barhana tasaveer nahi hotin tou mein uss totay ko yahan zaroor dikha deta :blush: