hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

tumhain bakhsi hay dil ki hukm’rani aur kya detay
yehi thi bus hamari raj’dhani aur kya detay

saja ker sir hatheli per gaye thay koo-e-jana me
hum apnay ishq main unko nishani aur kya detay

wo hamsay mangta tha umar ka ik dil-nasheen hissa
na detay usko hum apni jawani aur kya detay

sitaaron se kisi ki maang bherna ik fasana hai
tumharay naam likh di zind’gani aur kya detay

bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
***hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay ***

Re: Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay

bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
**hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay **


**wah ku ku **

Re: Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay

very nice :)

Re: Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay

very nice sharing like always :k:

Re: Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay

v nice

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

:smack: kitni baar share karo gi ye :stuck_out_tongue: birdy

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
***hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

this sher is just awesome.
and the whole poem is wonderful ,fabolous and outstanding,really its very touching.:bb:


Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

the whole gazal is fabolous,outstanding n very beautifully written.

bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
***hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

***and this sher is just awesome.:bb:

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

jaan baqi rah gaye woh bhi daydaitay :D

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

nice choice................................................

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

wah bohat khoob Koyal… :lajawab:

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

oh koko…Jw ko bahot pasand aai. shukriya :bb:

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

:teary2: agay kab ji hia ye :hoonh:

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

thanks JWali :slight_smile: pata tha ap ko aa’ey ghi pasand :slight_smile:

2 Likes

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

Q? wo ap k leay rakhi thei :hoonh: :blush:

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

nice.........one

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

thanks Safia g :)

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

koyal, is it by you?
best,
Dushwari

Re: hamaray paas tha aankhon meiN paani aur kya detay

saja ker sir hatheli per gaye thay koo-e-jana me
hum apnay ishq main unko nishani aur kya detay
really nice and superb :)