Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

http://meriurdu.com/wp-content/uploads/2011/03/hamry-dermiyan.jpg

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

tu azad tha

phir nikkah ho gya to azadi chhin gye

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

usko koi aur mil gaya.. aap bhi koi aur dhoond len :cobra:

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

bewafae ka silla bewafae

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

wo ihsan uncle ke zamane ka ka kia gana tha:

yahan badla wafa ka bewafai ke siwa kiya hai
muhabbat kar ke bhi dekha, muhabbat main bhi dhoka hai

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

mohabbat ka dosra naam dhoka

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

un ka zamana to aap ne aisay kaha jaisay woh koe 100 saal purany hain

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

ab to 10 saal purani baat bhi 100 aal purana qisaa lagta hai. technology my friend technology.

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

hona to yeh chaheay k 10 saal purani baat bhi kal ki baat lagy

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

Lagta hai aap mein koi buddhi rooh aa gayee hai.

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

Nice

say something new.. ye dialogue to main bachpan se sunta aa raha hoon :snooty:

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

Yaani shuru say hee aisay hain. :hmmm:

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

qadama pasandi aur aap jaise buzrigon ki suhbat ka asar hai :hehe:

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

Issi liye aap gali gali gatey phirtey hain:

wasta hee Rub da toon javeen wey kabootra.

becharay kabatoor bhi tung aa gaye hain aap koh sun sun ker.

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

wo to aap ki yaad main Zubaida Khanam ne gaya tha.. Lahore se London kabootar daakiya bun gaya :hehe:

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

True

Ni Jinab mohabbat mohabbat hoti hai Dhoka Dhoka hota hai, Hr koi Dhoky baz ni hota kisi ki majboori hoti hai aur koi wafadar b hota hai... Ye insan tk hai k wo kisi ko kis nzr sy dekhta hai.... mohabbat krny wala kbi bhoka ni dy skta esa wo krty hain jo mohabbat ko time pass krny k ley use krty hain.....

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

isi leay kabootron ne yeh kaam hi chor dia

Re: Hamaray darmiyan aisa koi rishta nahin tha

Start mein hee apna mudda'a bayan kerdeyna chahiyye thaa