وٹ آر یو لوکینگ ایٹ؟
Malika-e-Alam ko hi gila tha ke hum angrezi nahi bol saktay
ab rafta rafta hum angrezi pe bhi uboor hasil kar lein ge
وٹ آر یو لوکینگ ایٹ؟
Malika-e-Alam ko hi gila tha ke hum angrezi nahi bol saktay
ab rafta rafta hum angrezi pe bhi uboor hasil kar lein ge
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
alam panah.. aapki tabyat nasaaz hai, kuch araam farMa lejeye.. ![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
wo to abhi bhi theek honay ko aai hai chamcha-e-khaas
![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
Itni saari angrezi woh bhi aik saanse main ![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
hammain khushi hay kay hamaray wazeer-e-azam opps
flooder-e-azam nay angrezi likhat parrhat seekh lee hai.
sipaahiyon hamara darbar lagaya jaye aur flooder-e-azam ko raqs dikhaya jaye ![]()
to yeah jumlaa aap nay malka-e-alam ko kis waqt bola thaa ?
![]()
hum zaheen hi itnay hain
:aq: jaan na pehchaan tu mera mehmaan
aap ko ungli pakrai aap sar pe bethnay lage:mad:.ghaday darbar say bahir hia chay lagtay hain:snooty:
jab wo khardaar gulaab ko is tarha dekh rahe theen k abhi humein kahein ge ke toor k lao:shikra:
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
Aap sirf angrezi main zaheen hain yah English main bhi ???
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
yeh kaisa sawal hai:mad:?
isay ulta latka diya jae:snooty:
subhanAllah
CHUP!! badtameez!
sipahiyo is ko hamari nazroon k samnay say le jao
jaise latkatein hain:woho:
:aq: ji farmao
ChaCha salaamut aap ke sepahi so rahe hain
btw aap mughe dekh sakte hain kya ?
gustaakh! Na hanjar namaqool nalaiq ![]()
Hadd-e-adab ![]()
maha bali kee shan main gustakhi karnay walay ki zuban kaat di jaye ![]()
sipahiyon issay qed khanay main daal dou :bailan
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
^ gadhe itna gussa mat kiya karo:chai:
A [EMAIL=“P@GL!'s”]P@GL!'s advice:halo:
Ironic ![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
masha allah .. Tay ... Fittay Mou alam panah
tussi tay AngrazaN de bolti ban kar ditti aye