Re: hamara angrezi ka pehla jumla
multinick ![]()
wwhhttttttt???/ too much urdu
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
Aalam Panah, insaaf kijey....
Hamsaiya mulk Pakistan main judges bahal kura deejey! :D
kaid kis ne kiya tha pehlay osay pesh kiya jae
aaiye aap ko tarjumah kar ke bataein
cheel ki nazar hai aap ki
humhain hi aisay
:aq: hamari hukumat giranay ka bhi socha to ek gadhay ne
bohat chalak maloom hote ho
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
flooder e azam zara jaldi batain kaneez jaldi me he :p
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
jaldi ka kaam shetaan ka hota hai:aq:
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
lol..oxymoron ![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
:aq: jis baat ki humein samajh na aaye hum osay beizzati samjhtay han
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
to phir kia app apna sir qalam ker wa lain gain is beizzati per ![]()
![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
jis baat ki humein samajh na aaye hum osay beizzati samjhtay han
^^ CLASSIC
i luv this dialog
btw konsa kam ??![]()
sar to aap ka bhi nahi katwa saktay:wink:
aap bataein kounsa kaam aur kaisa??
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
ap hi ne kaha tha…kaho tu me samjha don… n i said jaldi i dun have tym then u said jaldi ka kam shaitan ka hota he AZAM jee apko bhoolne k bhi beemari h kia ![]()
ab aap ko dekh k hawas kaboo main nahi rehtay to:shikra:
omg…is that u shikra bhai ![]()
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
yeh kaisa sawal hai?
hamara naam poochna hai to saaf saaf poocho, bhai keh ke takleef mat do
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
Flooder-e-Azam ap ne FA kia hoa he
?
Re: hamara angrezi ka pehla jumla
mera ik or sawal beh he
u ka angrezi ka akhre jumla kon sa tah he ho gah ?
FA?
zara khul k bataiye
hum bata to dein par shayed ap sharma jain anarkali:shikra:
khul ke bataia toh u ke beiztee ho jae geh ![]()