*halo*

^^

hai na msn per lakin logo ko block kia huwa (do u think so :p)i did?

hawa k sath badalta hia un ka husn-e-slook bhi
haseeN log be hotey haiN moasmooN ki tarha

"alif"

:eek: NOOoooooo you didn’t!!! aao na kuch batana hai tamatoring

ikk shakhs kai chehray main kaee rang chupay hain
chup tha tou koi aor tha , bola to koi aor

hey Allah public main bula rahya blushing pm kartey na :hehe: acha ati abhi

roz aa'ta hai meray dil ko tasali dainay tuj se tu dushman-e-jaaN tera khayal acha hai

“ye”

:hoonh:

younh laag raha hai jaisay aabhi loot aa aye ga..

Jaty hoooway charagh bujha kar nahi giya..

me going now.. :bummer:

Allah Hafiz

Subhanallah

Bhatreen

*
In barisho`N se dostii achii nahi ~Faraz~
kachha tera makaan hai kuch tu khiyaal ker

"rey"*

:rolleyes:

[QUOTE]
Originally posted by HeArT HaCKeR: *


In barisho`N se dostii achii nahi ~Faraz~
kachha tera makaan hai kuch tu khiyaal ker

"rey"*
[/QUOTE]

Ruka hua hai ajab Dhoop chhaa'on ka Mausum
guzar raha hai koi dil sey Baadalon ki tarah

very nice

Hur lafz kitaabon mainn Teraa Aks liyey hai
Aik phool sa Chehra Mujhey parhney nahin daita

:halo:

aik chaand k ewaz mujhay hayrat huwi hai aaj
so chaand har taraf se namoo daar dekh kar

"rey"

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

aik chaand k ewaz mujhay hayrat huwi hai aaj
so chaand har taraf se namoo daar dekh kar

"rey"
[/QUOTE]

Yahi nahin ke tujhey jeetnai ke khawahish hai
Main terey wastey khud ko bhi haar sakta houn

noon ghunna

"ye nahi “rey” tha glasses kahan haiN :hoonh:

nahiN k muj ko qayamat pe aytqaad nahi
k roz-e-hashar shab-e-hijar se zay’aad nahi

“ye”

:halo:

naheen na glasses naheen lagai huwai abhii :frowning:

Yadain Pagal Kar Daiti Hain
Baatain Pagal Kar Daiti Hain

.
Tanha Chalnay Walon Ko Yai
Rahain Pagal Kar Daiti Hain

:blush:

tu lagao ja koyal ki jagha ghayal na nazar aiey kahiN :stuck_out_tongue:

na kartaa zabt maiN naalaa to phir aisaa dhuuaN uThtaa
ki neechey aasmaa’N ke aur nayaa ik aasmaa’N hotaa

“alif”

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

tu lagao ja koyal ki jagha ghayal na nazar aiey kahiN :p

na kartaa zabt maiN naalaa to phir aisaa dhuuaN uThtaa
ki neechey aasmaa'N ke aur nayaa ik aasmaa'N hotaa

"alif"
[/QUOTE]

Aisa lagta hai zindagee tum ho
Ajnabi, kaisey ajnabi tum ho

Ab koi arzoo naheen baaqi
Justijoo maire , aakhiri tum ho

vo har maqaam se pahale vo har maqaam ke baad
sahar thii shaam se pahale sahar hai shaam ke baad

"daal"

charo su sahar he sahar :halo:

diya hai saath tou phir omer bhar he sang rehna
khuda na karai, piyar ka jazba kaheen badal jaey

ye tarz-e-fiqr ye rang-e-suKhan kahaN Qabil
tere kalaam se pahale tere kalaam ke baad

"daal"

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

ye tarz-e-fiqr ye rang-e-suKhan kahaN Qabil
tere kalaam se pahale tere kalaam ke baad

"daal"
[/QUOTE]

Dil Main Aik Chubhan, See Hai Tum Kaheen Sai Aa jao
Har Tarff agan see Hai, tum kaheen Sai Aa jao