*halo*

adaab :stuck_out_tongue:
*
Na tha shairr se koii vaasta na tha shayree se mae aashnaa
tere durd ne, terii yaad ne mujhe shair kehna sikha diya *

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *

adaab :p
*
Na tha shairr se koii vaasta na tha shayree se mae aashnaa
tere durd ne, terii yaad ne mujhe shair kehna sikha diya *
[/QUOTE]
wah wah .. wah wah

ab tu ghabra kai ye kehtai hain kai marr jaingai

mar kur bhii chain na paya tou kidhar jaingai

^ farhan k ghar :blush:

*ye udaas udaas phirna ye kissi se na milna
ye be-sabab nahi hai, koii haadsa tu hoga *

ab itnai burai aamal bhi naheen mere ;halo:

dil kay lutnay ka sabab, poocho na sab kay samnay…nam aeia ga UNKAA, yai kahani phir sahi… :halo:

  • Apnai saiye sai bhi chonk jatai hain
    Umer guzree hai iss Qadar tanhaa *

*aaj phir dil ne kuch tamanna ki hai
aaj phir dil ko hum ne samjhaya
hum jisse gunguna nahi sakte
waQt ne aisa geet kion gaya *

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
*aaj phir dil ne kuch tamanna ki hai
aaj phir dil ko hum ne samjhaya
hum jisse gunguna nahi sakte
waQt ne aisa geet kion gaya *
[/QUOTE]

Aadat hee bana le hai tum nai tu muneer aapni..
jis shaher main bhi rehna uktaiye howai rehna..

*ujaalay apnii yaado`n k hamaray saath rehne du
najanay kis galii mien zindagii ki shaam ho jaye *

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
*ujaalay apnii yaado`n k hamaray saath rehne du
najanay kis galii mien zindagii ki shaam ho jaye *
[/QUOTE]
nice1 bachai :)

Ik zaraa haath baDhai, dai tou pakardlai daaman
usake seenai main samaa jaaye hamarii dhardakan
itnee qurbat hain tou phir fasala itana kion hain....

:hug:

na gunwaou navik neem kash dil-e-raiza raiza gunwa diya
jo bachay hien sung samait lu tun daagh daagh saja diya
jo rukay tu koh-e-giraan thay hum, jo chalay tu jaan se guzar gaye
raah-e-yaar hum ne Qadm Qadm tujhe yaadgaar bana diya

:hug:

aa ja k abhi zabt ka mousam nahi guzra
aa ja k paharoon pay abhi baraf jammi hai
khushboo k jazeeroon say sitaroon ki hadoon tak
is * dhaagai*(shaher) main sab kuch hai bas ik teri kami hai

:hehe:

^ lol :D

ye noor k shoolay uthay hien mera hee dil germanay ko
jo bijlii ufaQ pe chamkii hai chamkii hai mujhe tarpanay ko

shhhh :halo:

waqif he na tha ramzay-muhabbat say wo warna
dil kay leaay thorDe see inayat bhe bohat thee

:p

yunhii besabab na phir kero kissi shaam ghar bhee raha kero
wo ghazal ki suchii kitab hai usse chupke chupke parha kero

parhnai ka time he kahan milta :bummer:

WOOO mera dost hai sarai jahan ko hai maloom..
daagha karai woo kisi sai tu sharam aaaye mujhai..

lol :hehe:

yun ghalat tu nahi chehron ka tasur lekin
log waiasay bhee nahi jaise nazR aatay hien

:hehe:

neeyat-e-shoq bhar na jayai kaheen
tu bhi dil say utar na jayai kaheen
aaj daikha hai tujhai daire kai baad
aaj ka din guzar na jayai kaheen
aarzoo hai k tu yahan aayai
aur phir umer na jayai kahen

^^


na wo badlay na dil badla na dil ki aa'rzo badli
maiN kesay ay'tbaar inqlaab aasmaaN kar looN

"noon"

Assalam-o-Allaikum :slight_smile:

Najane kaisi hawa chali hai kai shehar sara badal gaya hai
Kisi ki ankhain badal gaeen hain, kisi ka chehra badal gaya hai

Haseen din thay jameel raatain, na khatm hoteen theen apni baatain
Ajeeb chup si thehrar gae hai, woh jab se lehja badal gaya hai

:bummer:

w'salam acha kis kis ne badla sab kuch wesay koyal ka tu sab wohi aik aankh 2 noses 4 legs and 2 par :p urnay k leay


wesay tu sarapa'e nazak hai any ways
ye wafa ki sakhat raa'haiN ye tumharay paa'ey nazak
na lo intqaam muj se merray saath saath chal k

(lainay k dainay par jaien kahin)

"ye"

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
w'salam acha kis kis ne badla sab kuch wesay koyal ka tu sab wohi aik aankh 2 noses 4 legs and 2 par :p urnay k leay


wesay tu sarapa'e nazak hai any ways
ye wafa ki sakhat raa'haiN ye tumharay paa'ey nazak
na lo intqaam muj se merray saath saath chal k

(lainay k dainay par jaien kahin)

"ye"
[/QUOTE]

logon MSN pur naheen??

..

Ya moojza bhi MOHABBAT kabhi dekha ay mujhy..
key saang tujh pay giray or zakham aa ay mujhy