Hairaan Baby, Pareshan Baby

Is tark-e-rafaqat pe pareshan to hoon lekin,
Ab tak ke tere sath pe herat bhi bohat thi


Restored attachments:

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

sach :hehe: sath me aik orr naam bhi to likhna tha

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

wo kia tha? kia pani pe likha tha? baby ki buraiyan koyle se likho Bahawalpur ki deewaron per.. kafi sooni hogai hain wo deewaren jab se Noshi piya ghar sidhari hain :hehe:

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

Apnay se ooper dekho gay tou muunh kay bal he giro gay :p

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

pak to jany dein :cb: baby theek ho jaega :omg:

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

kiyun aap ne baby ke khilaf muham chalani hai wahan

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

me khod hi kafi hun nuhim ki zarurat nahi 16 KA PATTA SAF

aik:bailan: wali hi dimagh durast kerde JO GHUNGHAT DE K US KE SAR PER SAWAR KARONGI :omg:

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

baby to muft main maara gaya:

ek kanwara phir gaya mara :rotfl:

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

uska ilaj us k siwa orr hay bhi nahi :hehe:
:lajawab: sahi ho jaega

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

jiia ka baby ko aur ziada hairan aur preshan karnay ka irada hai

Re: Hairaan Baby, Pareshan Baby

Baby tumhari dawaja itni mulaim kaise hai.....? johnson ka baby lotion lagaya huwa hai?