Husn ka aik waar na seh saka
Doob mernay ka muqam hai aey dil
Re: Haey mera dil
sahi kaha… ghotay khila khila ke dibona, taake phir se ghalati na kare ![]()
Re: Haey mera dil
Dil to hona hi murda chahiye
gar zindagi mein sakoon chahiye
Re: Haey mera dil
Pehlay bata thaa na ..
Re: Haey mera dil
awesome ![]()
Re: Haey mera dil
Dil to hona hi murda chahiye
gar zindagi mein sakoon chahiye
jab dil murda ho ga to zindagi kahan rahy gi,phir sakoon kaisa
Re: Haey mera dil
jab dil murda ho ga to zindagi kahan rahy gi,phir sakoon kaisa
Dil ko jab kisi ka khiyal ho to tension hoti hai
Na ho to.............
Re: Haey mera dil
Dil ko jab kisi ka khiyal ho to tension hoti hai
Na ho to.............
na fikr na faqa
aish karay ga kaka
Re: Haey mera dil
Good:smokin: