Mohsin hamaray saath barra hadsa huwa
Hum reh gaye humaara zamana chala gaya…
Mohsin hamaray saath barra hadsa huwa
Hum reh gaye humaara zamana chala gaya…
Re: Hadsa
Bus ka intezaar karo gey toh yehi hoga, car hotee toh zamana chor kay na jata.
Re: Hadsa
Public transport isny bad ![]()
Re: Hadsa
aap logon nai to esay lari adday ka shair bana dia ![]()
Re: Hadsa
aap logon nai to esay lari adday ka shair bana dia :(
Truck pe likha jane wala ?
Re: Hadsa
nah tou ne signal daikha
nah mai ne signal daikha … Accident ho giya … ![]()
Re: Hadsa
Mohsin hamaray saath barra hadsa huwa
Hum reh gaye humaara zamana chala gaya.....
Na muhabbat na dosti ke liye
waqt rukta nahin kisi ke liye
Re: Hadsa
Na muhabbat na dosti ke liye waqt rukta nahin kisi ke liye
True.
Re: Hadsa
hanji, aahista ahista esay tactor pe aur phir rikshay pe lay ana ![]()
Re: Hadsa
Promotion? ![]()
Re: Hadsa
aap k sath jo bhi kaam karay ga ooski aisi hi promotion hogi ![]()
Re: Hadsa
waqt kisi k laiy nahi rukta
per yi baat ham sochte q nahi k KADURTON mi kuch nahi rakha hot:(
Re: Hadsa
I’m so lucky for others:blush:
Re: Hadsa
ppp b ye kehti ha agla election jeet jaye gi ![]()
Re: Hadsa
I’m not into politics:no: