enter10
1
**Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Be hissi woh thi k deeda e num ko tarsay
Tujh se bichre tou koi raah na manzil koi
Aise bhatkay k tere naqsh-e-qadam ko tarsay
Zakhm aise the jin ka koi dermaan na hua
Umer bher hum tou tere dast-e-karam ko tarsay
Paas reh ker tha jinhain zakhm-e-taghaful ka gila
Tujh se bichray tou tere zulm-o-sitam ko tarsay…!**
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
**Zakhm aise the jin ka koi dermaan na hua
Umer bher hum tou tere dast-e-karam ko tarsay
ye uss shayar ka kalam to nahin jis ke 11 bache the aur kehta tha zindagi main muhabbat nahin mili
**
LP
3
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
psychiatrist ko dikhana paeyga 
enter10
4
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Shayad…
usko bhi sacha piyaar nhi mila…
enter10
5
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Koi address…?
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Koi address............?
Farzana dawakhana, Dastageer no. 9 Karachi
enter10
7
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Farzana dawakhana, Dastageer no. 9 Karachi
:D
Farzana khala hyn wahan ya Guzar ga`een..................?
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
:D
Farzana khala hyn wahan ya Guzar ga`een..................?
Altaf Bhai ke paRos main hain.. phone kar ke pooch len.. suna hain 23 ko chhutti hai
enter10
9
Re: Habs-e-jaan aisa tha phir shiddat-e-gham ko tarsay
Kisi k bhi paros mein ho kia farq parta hy..............?