Re: Gumshuda Alfaaz
lol…pataa nahiiN…ab kitnaa rahaa hogaa yeh mujeh nahiiN ma’loom…ek ek pateela 10-10 kg kaa hotaa thaa aur aajkal pure taamba kaafii mahngaa hai…mujhe jo yaad hai vo yeh k baRii baRii pateee the [8-10], medium size deGh the do teen, chhoTii baRii pateeliyaan thiiN, seeniyaan thiiN, aur pataa nahii kia kia…ho saktaa hai kam kaa rahaa ho…may be laakh do laakh…i dunno…andaazan bataa rahaa huN.