Re: GS ke Muntazim (admin) ke naam ek pegham
shikra aapke bache kaha se ugh pare?:aq:
Re: GS ke Muntazim (admin) ke naam ek pegham
shikra aapke bache kaha se ugh pare?:aq:
hum bhi naheen jaein ge
Sipahiyoo !!!jang ke tayari karo!! hum bomb aur golon say nahi dartay:mad:!!!
zarah bakhtar pehning
Mein badshah salamat ko emotional kar raha hoon, mera bhaanda matt phoro ![]()
Badshah salamat meney suna hai k Ehsan ji kol kafi saafi mizaayl ney ![]()
yaad karo wo waqt jab hum apni kaneezein le kar aap ke ghar tashreef lae the
aur wo waqt jab hum ne aap ko kaneezein dhoondnay main imdad ki the
:o sab bhool gae kya?
hum aap say bhi nikah ka irada rakhtay the
Fikar not AQ, woh jail say post kiya karein gey. Unehin wahan internt diya jaye ga. ![]()
Sab yaad hai aalijah
Par kia karoon, mujhe naukri ki bhi zaroorat hai aur ab tankhawa sirf Ehsan sahab dey saktey hain, aap nahi. Aap ko mein hamesha izzat karoonga. Aap mera rutba maan lein tou aapko jail mein badshah wali izzat dee jaye gee ![]()
shikra abhi tak khoka nai pohancha isi liye bhanda phorne agayi:smokin:
mujse kyon nikkah ka irada rakhte the ![]()
un ko patakhoon say badalwado:fatee: jitni kaneezein mango ge hum dein ge:shikra:
Re: GS ke Muntazim (admin) ke naam ek pegham
lolzzz..... flooder e azam apne yeh thread khol ker apne paon pe khul hadi mar li he lolzzz
aur bechari malkae GS bhi aaas lagae bethin thi unka bhi dil toot gya
Chor bazar mein jaao, wahan meney tumharey liye kafi khokhey rakhey huey hain ![]()
Ufffffffffff khudaya, kia karoon?!? Aik taraf paisa, rutba, shaan-o-shaukat…aur doosri taraf kaneezein, karoon tou kia karoon, ye kaisi uljhan hai ![]()
Woh toh har eik say nikah kartey phir rahey thay. ![]()
To Flooder Khan: Yeh jeenaa bhee koi jeenaa hai lallu!
bahadur shahzafar jaisi ghazalein:vivo:??
!! NAHI BILKUL NAHI .KABHI NAHI
jang hogi..tayar raho humlay ke liye
ab kya batein aap ko
martial Law walon say panga mut loh warna!!! haan!!! soch loh jail mein aur bhi cells khali hain. ![]()
![]()
nai aap muje lah kar de warna mamla kuch aur bhi ban sakta hai:smokin:
aap se bhi wadah kiya tha:eek:
kuch bhi mat batayein wanra bore hojaungi:chai:
Ab samjha hamarey bechaarey masoom politicians kis tarha phans jaatey hain aur doosron ki baatein maantey hain ![]()
**Mushi uncle ki tarha wardi pehning
**Ab tera patt kaatna parey gaa badshah ![]()
Pagli khokha bhool jaao, ab mein in-charge hoon yahan ka. Agar darya mein rahna hai tou magarmach sey bayr nahi hona chahiye :nono:
Yeh howee na baat.
magarmach se bayr karna mere baye haath ka khail hai janab:smokin:
![]()
aa hi kuch tajweez kijiye