GS couples

Re: GS couples

Farmaao Farmaao :naak:

Re: GS couples

hain ji Gandaasa in Hollywood :s
aap nay Holly ki wood, kiss cheez ka naam rakha hay ? :s

ps: aap hukam to karain

Re: GS couples

abaY kiyaa khaandaan-e-mansooba bandi wizaarat-e-behbood-e-aabaadi sabz sitaroN waaloN kee nokri shuru kar dee hai..:hoonh: baRi baRi baataiN kar rahaa hai…?? hakeem ul ummat un karachwi bun gayaa hai:smilestar: haaN wohi neem kaY darakht waalaY… :rolleyes: … salaajeet kaa dhandha tau shuru naheeN kar diyaa :smack:
bhai asli yaaqooti millaY gee :blush:?

Re: GS couples

sabar ki Ancholi and Daman-koh ko pakro, :$:$

ps: gotta go, **CB **ka khayal rakhna plz… bye all, cya soon laters though

Re: GS couples

ajee naam shaam mai kia rakhaa hai. chorRein paray karein

chalein filam mein kaam kartay hain :clown:

Re: GS couples

milaigi, kiss k liay khani hay :-p

ps: bye for now … :wink:

Re: GS couples

:chai: CB ka kiyaal rekhna yahaan kiya ho raha hia

Re: GS couples


abaY uss ko tap-e-diq ho gayee hai.. chamchoN kaY kaarobaar saY ;-) uss kaY liye chaahiye thee.. samjhaa kaY naheeN samjhaa :-D

Re: GS couples

oh ho Ume. aik tu tum baat nai samajhti naaaw

mairaa khiyaaal rakhaa jaa rahaa hai idhar. V.V.I.P hoon na - Cafe ki malikaa :queen:

Re: GS couples

haye mien mar javaan
mei to bhool hi gaii thi aap to mcbeth malika hain
hail queen

Re: GS couples

MashaAllah MashaAllah i know :phati:

Re: GS couples

challo jaao english seekh kar aao :smilestar:

pataa neheeN kiyaa kiyaa likh rahi haiN :naak:

Re: GS couples

ABAY ye warner brothers and sisters cluba konsa hai? and why am i not part of it? :mad:

Re: GS couples

phir kiya likhoon angeriezi aur urdu ke mashter

Re: GS couples

pehlaY iss kaY liye QURBAANIYAAN deni parti haiN :rotfl:

Re: GS couples

:halo:

do chaar baatein ker lo khud hi ban jao gi

Re: GS couples

yea use karo :sheen:

and you’ll be part of it :phati:

Re: GS couples

abaY naheeN yaar.. itnaa ghalat kaam naheeN karwaao… hum naY bhee aisaa naheeN kiyaa :ewww*

3 consecutive posts will do :chai:

Re: GS couples

:smiley: haan yeh bhi hai

Re: GS couples

:eek:

TAUBA TAUBAAAAAA kanoon ko haath lagaaing