GS couples

Re: GS couples

oye chaddi dost :-p
tusi apnay takhnay tay zor na do, asi hain na sochnay k liay :wink:

ps: jhappi tay …

Re: GS couples

kuch na bolo. bus daikthay hi jaaao
:whistling: kuch naaaa kaaho, kuch bhi naaa kahoo :blush:

aagaay aagaay daikhiye hotaa hai kia :jhanda:

Re: GS couples

daikho Cold hawaa, seedhi tarah keh do k aakhir chakkar kia, yeh gol mol baatain menu ko samjh hi naai aandi na :frowning:

aakhir aap q chahti ho k main aap k baaray main sochooN ? :blush:
aakhir mujh main aisa kia hay ? :s

Re: GS couples

:hugz: ma dawg…

:blush: kaisay hain dost app.

jhappi tay phappi :kiss:

Re: GS couples

daikhein jeee. you are coming in the middle, awein mein :halo:
i already have Shoaby & Voicey :blush: :clown:

and again, plz avoid talking about yourself.
aap mai aisaaa kuj vi nai ai :mocking:

Re: GS couples

apun waisa ich hay nigga, bolay to aik damm mast :wink:
abi tu bol, apun ider bara dinoN kay baad araila hay,
abi apun ko bata yar k ider pay kia horaila hay :wink:

apun bola na aik dam fit and faat and mast :wink:

hyy … day di :blush: re: jhappi and phuppi oops wrong seplt i meant pappi :blush:

Re: GS couples

Hy O Rabbb … :-OOO
inna wadda dhoka … menu ko aik to bulaaya rastay say …
main to rastay say jaaraha tha…
main to Dhoraji ka gola ganda kha raha tha …
main to Shabana phuppo k liay Hara dhania lainay ja raha tha …

wo to aap theen jinhonay nay bulaaya and itnay piar say kaha (bandooq dikha kar) kay main aap k b aaray main sochoon, ab bhala batain k iss halat main main aap k baaray main kia sochoon… bandooq k bajai agar kaanton bhara phool bhi hota bhalay hi gobhi ka hota to yeh banda kuch na kuch soch hi laita aap k baaray main lekin … oye maa…

and and … agar ham main aisa kuch nai hay ji, to yeh lakhooN kurian jo poori Tunnia main hain aweien ham par marti hain ji ? snootzee

Re: GS couples

ghar waaloon nay doodh lainay bhaija tha aur aap gola gunda khaanay mein masroof hain :emmy:

aur aap ki baaqi baaton kay liye ab mai kia kahoon :wink:
:whistling

PS: :omg:

Re: GS couples

daikhain ji mohtarma meray haseen and jameel golay ganday par nazar na lagain aap, agar aap nay khaana hay to main … main … main aap k liay aik aur spoon aur maang sakta hooN … aap meray sath kha sakti hain, main bilkul bhi mind nai karoonga, sachi muchi …

hamari to baatain itni hi oonchi hoti hain, k iss ko samjhnay k liay high heel pehanni parhti hay :-p

re ps: :-p
ps49: kuch bola bhi nai :frowning:

Re: GS couples

sure. kidhar hai doosraa spoon :faizy:

and don’t you worry. I can understand all the deeeeeeeeeeeeep deeeeeeeeep baatein :naak:

Re: GS couples

wow … doosra chamcha … yeh to kisi novel ka naam hosakta hay … yeh soch kar DA nay halkay say CB kay hath par hath maara …

second spoon is awaited, ap filhal first spoon say shuroo kijiay… main aap k second cup hi lay aata hoon … what falvour u like may’m ?

to ustand deep batain, you need to to rpove it me, and its a hard work for you sure it is :-p
ps 78: **only AQ **on this planet of GS can understand me what I say and what I don’t :slight_smile:

Re: GS couples

^
:rotfl: :rotfl: :rotfl:

Re: GS couples

haan na. Doosra Chamcha per hollywood is releasing a movie where am the heroin :Pretty:

I’ll take the Chamchi :blush: if doosra chamcha isn’t available

Re: GS couples

^-- na hinjaar, na-maqool insaan numa cheez…
yeh tu chup chup kar hamari Pvt. Ltd baatain sun raha tha eekz

Re: GS couples

abaY jaa.. maiN tau non-Pvt baataiN bhee suntaa hooN :hehe:

abaY yaar GuppaR Singh yaad aa rahaa hai :naak:

Re: GS couples

ohh plz don’t tell me that you want ME to be the Hero of that movie, ( cuz I know you want it :blush: ) …

Oh… of course you must, cuz Chamcha is for boys, and Chamchi is for girls like you… so sure may’m you got your Chamchi right now,

yeh to Chamch and Chamchi ki kahani ban gai :S

Re: GS couples

dau chamchaY mil rahai haiN :aq:
magar chupkaY chupkaY :whistling

Re: GS couples

bara hi chupa rustam hay yar, waisay mohtaram kahaN chup kar suntay hain yeh ‘wo’ wali baatain ? I hope not sitting under the bed hoonh…

ahem … Gappar Singh MamooN ki yaad arai hay to aik post maar kar zinda kardo na ji :blush:

waisay I talked to him, and he said k he can’t do the same again, I was sad, later he said he can do better though :wink: wannit? :wink:

Re: GS couples

:hayaa: hero of my movie.

kia aap gundaasaa pakarR kar tarRiyaan maar saktay hain :phajja:

Re: GS couples

cham-chay kaheen kay, do chamchay mil kar kuch nai karsaktay, agar mulk and qom k baaray main sochna hi hay to aik adad chamcha and doosri adad chcmchi ko milao aik sath hula