Re: GS couples
haan waise life 1 mein khuch bhi keh lo kkoii farraq hi nahi perta:cb:
Re: GS couples
haan waise life 1 mein khuch bhi keh lo kkoii farraq hi nahi perta:cb:
Re: GS couples
tumhaara barRaa aanaa jaanaa hai Life 1 mein :aq:
Re: GS couples
meri jaise sharref ammaein to cafe hi mein rehti hain:blush:
Re: GS couples
ahem ![]()
here we are trying to make **ABCD **from **DA **and **CB **:$:$
ju kano :$:$
ps: me out sachi muchi now, just wanted tos ee k aap log nay CB ka khayal rakha k nai, now me is satisfied k CB is fine in ur hands till I come back ![]()
now bye all, bye CB…
Re: GS couples
na jaaein na plzzzzzzzzzzzz
Ume & AQ is giving me hard time ![]()
Re: GS couples
ps: me out sachi muchi now, just wanted tos ee k aap log nay CB ka khayal rakha k nai, now me is satisfied k CB is fine in ur hands till I come back :$
now bye all, bye CB...
:Hmmm: phir to yaqeeni koii baat hai
abcd
Re: GS couples
mein ne kahaan se diya hia hard time
ab mein bhi soch rhai hoon chali jaoon:snooty:
Re: GS couples
jaanay kay liyee sochnay ki kia zaroorat hai :aq:
jooti pehno, chaddar orRho aur nikal parRo
Re: GS couples
kahaan jaoon tumhari taraf aa jaoon:halo:
Re: GS couples
nai. apnay ghar mein raho bus ![]()
Re: GS couples
Daikho Senorita,
yeh tum rona dhona band karo plz…
mujhay kuch hota hay rotay chehray daikh kar, mujhay kaheen hansi na aajai aap ko daikh kar ![]()
daikho, abhi mujhay jaana hay, plz jaanay do, agar na gaya to kal ap ko gola ganda kaisay khilaoonga … jaana to hay na, kia aap kuch waqt meray bagair nai guzaar sakteeN ?
I know k yeh kitna mushkil kaam hay, lekin kia karain Senorita waqt k hathon aadmi kitna majboor hay na, yehi waqt shaam ko mujhay wapis lau\y aiaga na… and phir aap wapis isi tarah hansnay lagogi senorita, daikho main wapsi par aap k liay jalaibi and dahi bhalay bhi laoonga, khoob chatni and kam mirchoN k sath ![]()
jaanay do na plz …
bye senorita…
ps: I will see shareefa and AQ later talwaar
Re: GS couples
lol@shareefa:rotfl:
abaY talwaar naa dikhaa hammaiN Toup
Re: GS couples
lol:omg:
and don’t worry mere pass bandooq hai
Re: GS couples
![]()
Strange how dangerously indifferent someone have grown
Cold as a stone
No more pain where there was pain before
Far away he rambles on, I feel my throat go dry
And I wonder should I laugh or cry
![]()
Re: GS couples
yeh raat hote hi tumhain kiya nachne ki par jaati hai seedhi ho ker betho shareef larkiyoon ki tarah
Re: GS couples
![]()
aaj hum mood mein hain ![]()
![]()
Re: GS couples
koii cheez khaa khoo to naii ayein behnaa
Re: GS couples
nai tu
bus kcu WO, WO aur WO liyaaaa tha ![]()
:rotato: