~*~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~*~

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

is na cheez ki itni juhrat ke aap ko sharf-e-baryaabi bakhash se nilakl deh

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

chalain ji ap shehsha hein ham to haqeer hein koi bat nhi aaqa ji
banday se khata ho jati he ap sharminda na ho...

Aap ka A'ala zaraf hay muhtarma

Aap hum ko Shahanshak kah kar mazeed sharmind mat karaiN ... hum to bana-e-pur taqseer haiN

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

ohh sorryu hamein nhi pata tha ...itna pycheeda sa nam he apki aqa ji

Sorry Angraizi ka lafz hay aap iss key bajai Maaf key jiye ga ya ma'uzrat qabool karaiN ista'maal kar sakti haiN

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

oh aik or galati aqa ji mujay to lgta he k ap se seekhna paray ga baqaida ....

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

Hum kahaN aap ko samjha saktay haiN MashaAllah aap key urdu to pahlay he qabil-e-ta'reef hay

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

aqa ji mazaq to mat uraen na…apki duaon ki zaroorat he:cb:

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

jee haa aap subha hi se jah pahna ke darbar main hazir hoon pihr aap ki classe shuru hoo gih

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

qqq ji hm ne kya ghustakhi ki he
q anaap shanap bolti ho

aap loog aapus mein urdu he mein mukhatib hooN tou aap key urdu khudbakhud bahtar ho jai gi :slight_smile:

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

aqa ji ap bohat sunder lag rahy hen…:cb:

Muhtarma aap say samjhnay mein ghalti sarzud ho gai hay … aap pahlay unn say pooch to lati !!!
yah baat mein kai baat samjha chuka hooN kah aapus mein mat uljhaiN :naraz:

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

thek he ji
jo hukam apka

mahutrama aap hi ne toh kaha ke ke mujhe aap(sannan) se sikhna hi parhe gah toh maine is liye yeh sab farmaya agar aap ko passand nahi ahya toh yeh na cheez aap se mafi mangti hai

me too :@: :lifey:

nhi ji koi bat nhi he hm maz;rat khawa he hm ne samajhnay mein galati ki

:blush:

Buhat maharbaani

Saira hum pahlay he Sara ko samjha chukay haiN aur aainda aaisi koi baat naheen ho gi … aap nay buhat acha likha aur buhat ehtiat say lafza ista’maal kiye haiN shabash
*aap jazbaat mein naheen bhaiN haiN aur sara ko buhat achi tarah say wazahat kar di *

:hug: buhat khoub Waleed

Buhat achay tareeqay say aap nay maa’zrut key :lajawab:
Mabadoulat khush hoye :slight_smile:

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

magembooo khush hua:cb: