aap loog kaisay Paksitani haiN jin ko apni Qoumi Zaban (mein pathan, araiN, muhajir qoum key baat naheen kar raha) bhi samjh naheen aati hay
its mean "I am really thankful to you "
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
agar aap kehte hai toh hum ahya hi nahi kare geh bohlana sorry agar nahi mahf karna toh main kabhi GS par nahi ahu gih ok bye for ever
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Sannan kabee yeh bee socha humaree madareey zubaan kahan se aye… ![]()
Waise meree maderee zubaan patwaree hain jaise tum jhanteh ho… lekin na kisee ko wo sumjthee nah wo kisee ko ![]()
Array array aap nay to phir dil par baat lay li … Khudanakhwasta hamara yah matlub naheen tha bus aap loog foran jazbat key row maiN mat baha karaiN ![]()
Aab aap foran wapus aa jaiN aur apnay khoubsurat kalmaat say hum ko faizyaab farmaiN
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
my god aap nahi sudhre ge
Ghalti ho gai bhai hum nay darustagi kar di hay … waisay Urdu ko shouq sirf hum ko hay aur u ko maloom hay hum jiss illaqay say ta’luq rakhtay haiN udhar to koi Urdu kay 5 lafz bhi saheeh say adda naheeen kar sakta
Array aab hum say kia khata sarzud ho gai hay ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
mashallah bohat tameezdar hen ap......
btaon go ap ki walida ji ko....
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
kuch nahi jahn pahna main aisi khustaki kar sakti hoon kya
Hum nay aap ka kia bigara hay
jo aap hamari mizaj pursi kar wana chah rahi haiN ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
adab sara ji
MashaAllah aap kabhi gustakhi naheen karti haiN .. aap key urdu-e-mua’la bhi buhat khoub hay ![]()
me ka dil karing k apki mizaj pursi ho:cb:
adab ji adab shehnsha k mehal mein esay boltay hen
shukriya jah pana
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
jih yeh bih toh shehnsha ka hi mehal hai
wah kia khoubsurat lafz ista’mal kai hay waisay Aadab Araz farmati to ziyda lutaf aata
Muhtarma Urdu ko angraizi key sath mat milaiN karing koi lafz naheen hay aap kara raha ista’maal kar sakti hay
- meri yah sirf tajveez hay agar aap ko nagwar guzray to hum ma’zrut chahtay haiN aur aab basad-e-khushi isata’maal karaiN *
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
shehsha he mo azzam ji ..apki bargah mein aa jaen....
hamen bohat nagawar guzra he ji ab ap mazrat keejeye…![]()
Array array aap keoN iss Band-e-nacheez ko sharminda karti haiN … haum kahaN kay Shahanshah haiN aab :hinna:
aap jub chahaiN hamaiN apna sharf-e-baryaabi bakhash sakti haiN
Aap key Barham-e-mizaaj par banda sharminda hay ![]()