Mogamboo khush howa ![]()
Aap nay hamaiN khul ka hansanay par majboor kar dia sara g
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
bas ji hm se he zamana khush ho jaen..
bas ji hm se he zamana khush ho jaen..
Zamana kuch samjh anhen aai ?
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
chorain ji....ap sunaen apki pawiter job kesi rahi he
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Hamaray aik chahnay wallay nay Intikhab section mein kuch alfaaz kahay haiN jo mein aap logooan kay sath bantooN (share) karna chahooN ga ... halanKah mein apnay aap ko inn alfaaz kay qabil naheen samjhta hooN
‘The Size Of Candles May Differ But They Yield The Same Brightness. It’s Not The Matter Of Your Position, But Your Ability That Shines.’
Sannan These Lines Might Say Little About You But I Guess, You Are Much More Good And Caring Human In Real Life Too :) Atleast You Keep An Eye On EveryBody Who Might Known Or Unknown Too You :)
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
kyun aap aapne aap ko is layak kyu nah samajthe
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
kis ne apko is lyaq samaj liya????
ye anap shanap kis ne likha he???
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
aap har bhaat main anap shnap kyu kehti hai
bus acha naheen lagta nah ![]()
Muhtarma hum nay kub kaha hum iss laiq haiN aur barai maharbani hamaray iss qadar daan ko bura bhalla mat kaheen ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
ap ki urdu bohat achi hai sannan bhai
mera dil ap ki tareef kerne ko ker raha hai
aap har bhaat main anap shnap kyu kehti hai
Koi baat naheen ..yaad rakhaiN badshaooN ko bhi sub bura bhalla kah daitay haiN hum to Allah kay aik na cheez banday haiN
Aap ka ihtaraam apni jagah par baja leekan hum ko bhai mat kaheeN ![]()
keonkah yah aik buhat muqada lafaz hay jo sirf Sagay bhai aur Bahan par sajta hay
Umeed hay aap bura naheen manai gi
bus acha naheen lagta nah ![]()
kyu aap kohnsa kisi ghar ko keh rahe hai aap toh aapne aap ko keh rahe hai haq se kahe
nahi main bhala kyun bura manon ge
islam main hum sub behen bhai hain
ap ki baat bhi theek hai per ager behen bhai sotaile hon to
:nono: Agar aap Islaam ko beech maiN laaiN gi to guftagu buhat serious ho jai gi aur jo shayad aap ko pasand nah aai
Islam mein to aap aik na mahram kay toor par mujh say baat bhi nahen kar sakti haiN aur Islaam nay to apnay first cousins say bhi parday ka Hukam farmaya hay … Iss liye aap Islaam ko beech meiN mat laiN aur aik muqadas bahan bhai kay rishtay ko paamaal mat karaiN aap key maharbaani ho gi …
Mein to aik gunah gaar banda hooN aur mazeed gunah ka murtakib naheen hona chahta hooN
Koi baat naheen ..yaad rakhaiN badshaooN ko bhi sub bura bhalla kah daitay haiN hum to Allah kay aik na cheez banday haiN
maine aap ko nahi sara jee ko kaha tha kyu keh unhoo ne likha tha anap shnap maine aap ko toh kaha hi nahi
Mashallah
sannan Allah ap ko lambi umar de aur ap k sare gunah maaf ker de
ap bohat ache ho
maine aap ko nahi sara jee ko kaha tha kyu keh unhoo ne likha tha anap shnap maine aap ko toh kaha hi nahi
mujhay ma'loom hay Saira G, yah mein aap ko he bata raha tha kah unn say uljhnay key zaroorat naheen hay :) .... mood acha karaiN g
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
sachi muchi ke chuti muhthi
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
sannan plz aap mujhe bhataye nah ke aap kitne saal ke hai