Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
tauba tauba…merii aisii majaal…mujhe apne aapko nochvaanaa hai? ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
tauba tauba…merii aisii majaal…mujhe apne aapko nochvaanaa hai? ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
warna dil to bohat karta hai aap ka?
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
warna dil to bohat karta hai aap ka?
dil kaa kia hai...dil to paRosan pe bhii aa jaataa hai jiske 7 mushTanDe bhai hote haoN! :p
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
ab es tarh ki posts ko banda trolling na kahay to aur kia kahay
@muqawwee123 aap hi insaaf kar yar ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
Muqwee kia insaaf kareNge,…unhoN ne to thread kaa title hii badal diyaa baGhair GS kii 'awaam se poochhe…aamriyat kaa daur daurah hai. ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
Miane to @jasos ko bhi KKF se tips lene ko kaha hai
konsa thread?
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
Jaasoos Bro ke aage to meraa iste’faa baa-Hasrat o yaas! ![]()
yehii laRii jo aapke pesh-e-nazar hai! ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
Jaasoos Bro ke aage to meraa iste'faa baa-Hasrat o yaas! :)
yehii laRii jo aapke pesh-e-nazar hai! :)
What was the previous name? someone is taking action in this forum without letting me know. conspiracy theory :p
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
“leading to tragedies” izaafii hai…ho saktaa hai jinaatoN kii koii conspiracy ho…chaaroN qul paRh kar GS meN qadam rakhnaa chaahiye? ![]()
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
But this is what your guru aamil baba Zanjani Jantri wala believed.
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
But this is what your guru aamil baba Zanjani Jantri wala believed.
vo 'peer-e-kaamil' nahiiN bal k 'shaitaan-e-kaamil' haiN to aisii Harkat qareeb-e-tareen-e-qayaas hai! :)
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
waisey u jan bojh ker he un 7 mustandon key nazar karem k liye yeh harkat kartey ho gey :cobra: warnah u nay parosan ka kia karna hay
waisey u key shadi honey wali thi khuda na khawasta me ko to jhoot he lgte hey u key harkat daikh ker
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
tips kounsi ? shadi key kah larki phansanay key jo in sey sari umer nah phansi :omg:
zara asan bazan mein samjhaya jay keh u kia kah rahey ho :cobra:
Re: Gosht ka nagha leads to tragedies!
woh kia kahtey hein culture bus uss wajah sey :cobra: