I buy gosht (meat) and normally I put it on the back seat of the car. If it is more in quantity, I use the trunk. But I fear that by putting it into the trunk I may forget to take it out hence, making my car smelly.
*ham **
Astaghfirullah :ewww: ham YUKH YUKH .. kullun haraam wa al an’aam al Khabees
mein ne apni and hubby ki baat ki thi ke aap ke tarah khabees nahi hain
aap ki tarah hawaas bakhta nahi hain phir kiss kee tarah haiN?
aap se ziada aqal mand hain is liye aap ki tarah nahi haiin
**and one more tip **
tip tip kartaa maiN kamraY maiN aataa hooN
aayeN gey mehmaam tip daY jaaYeN gey..
hmmm hmmmm hmmmm
tip tip barsa pani yahann barish hone wali hai
**apni car mein likh ker tand diya karo **
tand kiyaa hotaa hai? tond saY milti julti koi cheez hai?
it was bad typo sahi ker diya hai umeed hai aap ki aqle na tamaam mein baat samjh aa gaii ho gi trunk mein gosht para hai mujhe nikalna hai
mujhe gosht kiouN nikaalnaa hai.. baaqi sub mar gaye haiN kiyaa?
to aap apni gari mein aur kis kis ko saath bithatay hain :aq: agar aap unmarried hain warna hamein bhi to pata chaley
mein ne apni and hubby ki baat ki thi ke aap ke tarah khabees nahi hain
phir kiss kee tarah haiN?
aap se ziada aqal mand hain is liye aap ki tarah nahi haiin
phir typo kar diyaa… you mean “aqal band” hay naa :D?
tip tip barsa pani yahann barish hone wali hai
baarish dhamaR dhamaR dhum dhum hoti hai.. tip tip tau boondaa baandi hoti hai
it was bad typo sahi ker diya hai umees hai aap ki aqle na tamaam mein baat samjh aa gaii ho gi
aqal-e-naa tamaam poori koshish kaY bawajood “umees” lafz ko decipher naheeN kar paa rahi hai
to aap apni gari mein aur kis kis ko saath bithatay hain :aq: agar aap unmarried hain warna hamein bhi to pata chaley
kissi kee private baataiN iss tarah poochtaY huaY aap ko sharam naheeN aati
phir kiss kee tarah haiN? jo bhi hain aap se behter hain
phir typo kar diyaa… you mean “aqal band” hay naa :D? haan aap ki aqal waqi mein band hai
baarish dhamaR dhamaR dhum dhum hoti hai.. tip tip tau boondaa baandi hoti hai to yehi samjh lein boonda baandi
aqal-e-naa tamaam poori koshish kaY bawajood “umees” lafz ko decipher naheeN kar paa rahi hai
**“umeed” ab to samjh aa gaya ho gaa:halo: **
kissi kee private baataiN iss tarah poochtaY huaY aap ko sharam naheeN aati sharam mein to insaan gunah kerta ahi sache hain to saaf saaf batayien