Goodbye MaiN bhi Chala

Allah Hafiz
take care
subha phir milay gay :smiley:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Allah Hafiz

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

kidr jaa rehai ho?

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Tum aa gai ab nahi ja raha :D

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

leh ker lo gal
acha ab mera sar khana hai?
mai to khush thi keh tum jaa rehai ho :p

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Abb betaoo mai tumhara sar na khaoo to kia keroo
Mera tumharay siwa iss zalim dunya mai hai hi kohn :teary1:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

everybody is going

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

:sleep:

jab khana pak jaey tou utha dayna sidz ma angle :blush:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Khana pak gaya hai Jotay per khaoo gay ya chappel per :smiley:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

mujhay sandal per khana pasand hai :D

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

idher koi chapal ki smili nehi verna voh maarti
lo bailan khao :bailan:

sidz ma angel kehte ho mujhe :snooty: dafa ho tum :smilestar:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

bye

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

okkk bye bye.. ab tum **sukhi bann ke wapis aana :D

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

:rotfl:
gizzyyyyyyyyyyyyy :wave: kesai hain aap?

me going too
bhai peeche perha huwa ahi keh utho maineuse kerna hai pc
Allah Hafiz all :wave:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

ha ha ha ha ha mujhe pata hai tum kiya kehtay kehtay ruk gaye
mai abb sub ky sath aoo ga fikar Not gizzy

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

ye kessay hota hai :confused:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

^--:D
nahin nahin mai aur kuch nahin kehnay ja raha tha...

Sidddddoo.. tum kya bannay ja rahi ho? :-|

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

thanks bhai waarna mery to adhi jaan nikkel gai thy:bummer:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Allah aap ko chalta phirrta rakhay - Ameen :flower1:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

kiya matlab gizzy bhai?