Goodbye MaiN bhi Chala

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Mujhe say bhi to kuch puchoo:naraz:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

kiya pochoun :snooty:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

:smokin: subah hu gae mamooo

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

kia app us mulk main rehtay hain jahan 6 maheenay din or 6 mahenay rat rehte hay ?

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

:smack:
afternoon ho gai ahi aur aap subha per atke huwe hain

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

wapas aaaa jaien ab raat hogay

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

ladli abhi magrib nehi huwa yahaan :D

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

ok ab tu hogay ho gi ab aaaaa jaien

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Bilkul ho gai ladli kissi ki kaho kessy ho :D

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

aap abhi takk gaye nahee?

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

challa to jaoo lekin koi sath hi nahi aaraha, aur mujhey akelay janay say der lagta hai :bummer:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

moum batti lay jaou :halo:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

Moum batti pakarnay k liye bhi to koi chahiye na :hoonh:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

esai kero ek haat mai moum batti pakr lo :hoonh:

Re: Goodbye MaiN bhi Chala

:blush: :blush: :blush:
tum mujhey rashta kio nahi dikhaty