Ghum....

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** Ohh 700 hogaiN maiN ne gHaur hi nahIn kyiaa..jab se aap ke saath Bait-Baazi shuru ki hai mujheyy apni posting ka kHayaal hi nahiN rahaa lollzzz bcs i think keh ab posting se ziaada ehmiyaat in ashaar ki hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

**Haal-e-Dil un se kah chuke sau baar
ab bhi kehne ki Baat baaqi hai

Raat baaqi thi jab wo bicHrhe they
kaT gai Umr, Raat baaqi hai **

Yeh to achee baat hai na ghoor karna bhi nahin chahiye…Post ka kia hai ..Baat to dil ki hoti hai …Main neh to jab seh yeh Gupshup join kiya hai …main to bohot khush ho..Itne achay achay dost banhe hai mere yaha…Aur aap to un khaas doston main seh hai ..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Usse chaha bhi to izhaar na karne aya..
Kath ghay umaar humhe pyaar na karne aya..
Usne manghee bhi to judaai manghee…
Aar aik hum thay keh humhe inkaar bhi na karne aya..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

**Gaye dinoN kaa SuraagH lekar kidhar se aayaa kidhar gayaa wo
Ajeeb maanoos Ajnabii thaa mujhe to hairaan kar gayaa wo

Wo jis ke Shaane pe Haath rakh kar safar kiyaa tune maNziloN kaa
Teri gali se na jaane kyouN aaj Sar jhukaaye guzar gayaa Wo

Wo Raat kaa benawaa Musaafir Wo teraa shaayar wo teraa ‘Nasir’
Teri gali tak to ham ne dekhaa phir na jaane kidhar gayaa wo
**


**Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai **

Kab tak kissi keh sogh main rohe ghay beth kar..
Hum khud ko kitni baar yeh samnjha keh ro padhay...

[quote]
Originally posted by Nayab:
GhumoN ne gher liya hai mujhe to kia ghum hai
Main muskurah keh jiyonga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to letii hai
SakooN itnaa saa kafhi hai zindagii keh liye.

[/quote]

wah Nayab waqai yeh nayb koshish hay
Zabardast


ALLAH Hafiz-o-Nigheban

Waahhhhh

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

keya baat

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

**
Gaye DinoN ki Laash par parhe rahoge kab talak
uTho Amal-kasho uTho keh Aaftaab Sar pe aa gayaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 01, 2002).]

Thanks Pehalwan jee…Lekin aap ki is koshish ka matlub hum sehi tarha seh nahin samjhay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif

[quote]
Originally posted by Nayab:
*Aik shaaks meri laash par ro bhi na sakhaa..
Kitna khyaal tha ussey mere sakhoon ka *

[/quote]

*Wo sar khole hamaari Laash par deevaanaawaar aaye
Isi ko Maut kehte haiN to yaa-rab baar baar aaye *


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *