GhumoN ne gher liya hai mujhe to kia ghum hai
Main muskurah keh jiyonga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to letii hai
SakooN itnaa saa kafhi hai zindagii keh liye.
WAHHHHHHHH nayab aunty, superb
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
Thanks chorni jee…lekin yeh hum aap ki aunty kab seh ho ghay …
[quote]
Originally posted by Nayab:
GhumoN ne gher liya hai mujhe to kia ghum hai
Main muskurah keh jiyonga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to letii hai
SakooN itnaa saa kafhi hai zindagii keh liye.
[/quote]
Waaah Nice Nayaab Sahibaa
**Gham se Behal rahe haiN Aap, Aap bohat Ajeeb haiN
Dard meiN Dhal rahe haiN Aap,Aap bohat ajeeb haiN
Saya-e-Wassl kab se hai,Aap ka Muntazir magar
Hijr meiN Jal rahe haiN Aap,Aap bohat ajeeb haiN
Apni Talaash ka Safar kHatam bhi kijyie kabhi
kHwaab meiN chal rahe haiN Aap,Aap bohat ajeeb haiN**
*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*
nayab aunty
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif
mein tou kab se aap ko aunty kehti aaie hoon, aap ko abhi tukk nahi khabar huiee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pagal.gif
tasneef uncle, very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
Hmmm achee jee aghar yehi baat hai chorni jee keh aap humhe kab se aunty kehe a rehi hai …to pher kehe…no problem jee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Humhesha ki tarha bohot khoob tassneef jee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Kohi jawaab deh na sakhay apnay aap ko …
Khud seh kohi sawaal humhe baar baar thaa…
ji nayab aunty wese bhi aap mana karti to mei tou baaz aane waali nahi thee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
isi liay acha hua aap ne haan kar di..wese nice sher
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**]/] ]] $ ] ] ]/] **
OnE LoVe
PoocH baiThaa hooN maiN tujh se tere Kooche kaa pattaa
Teri Haalat ne kaisi teri Soorat kar dee
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** PoocH baiThaa hooN maiN tujh se tere Kooche kaa pattaa
Teri Haalat ne kaisi teri Soorat kar dee
**
[/quote]
Zuban ki choot seh sheesha-e-dil toot jahta hai..
Magar jo sang-dil hain in ko ye ehsaas kaha hota hai ...
Thats the spirit Nayab
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
Zuban ki choot seh sheesha-e-dil toot jahta hai..
Magar jo sang-dil hain in ko ye ehsaas kaha hota hai ...**
[/quote]
**
Koi aisaa nahiN yaarab keh jo is dard ko samjhe
NahiN maaloom kyouN kHaamosh hai deewaanaa barsoN se **
*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*
Thanks Capricorn jee…sach kaho to aap ka naam itne dinho baad dekh kar bohot acha lag raha hai
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
**
Koi aisaa nahiN yaarab keh jo is dard ko samjhe
NahiN maaloom kyouN kHaamosh hai deewaanaa barsoN se **
Be-noor hai chehre yaha mayoos hai har dil
Umeed ki kirnoh keh janazeh nahin uttay ...
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
Be-noor hai chehre yaha mayoos hai har dil
Umeed ki kirnoh keh janazeh nahin uttay ...
**
[/quote]
*ButoN ke Qaihar se ham ko maqaam-e-yaas nahiN
Umeed-e-Rehmat-e-Parwardigaar baaqi hai *
[Qaihar=Azaab]
[Maqaam-e-Yaas=limit of despair] [Umeed-e-Rehmat-e-parwardigaar=hope for the blessing of God]
*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*
Originally posted by Nayab:
GhumoN ne gher liya hai mujhe to kia ghum hai
Main muskurah keh jiyonga teri khushi ke liye
Kabhi kabhi tu mujhe yaad kar to letii hai
SakooN itnaa saa kafhi hai zindagii keh liye.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
bhoot khoob
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** **ButoN ke Qaihar se ham ko maqaam-e-yaas nahiN
Umeed-e-Rehmat-e-Parwardigaar baaqi hai **
[Qaihar=Azaab]
[Maqaam-e-Yaas=limit of despair] [Umeed-e-Rehmat-e-parwardigaar=hope for the blessing of God]
Bohot khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ab aap neh itna acha likha hai keh humhe to kuch samajh main hi nahin a raha keh hum is keh jawaab main kia likhee…
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
Originally posted by Tassneef:
** **ButoN ke Qaihar se ham ko maqaam-e-yaas nahiN
Umeed-e-Rehmat-e-Parwardigaar baaqi hai **[Qaihar=Azaab]
[Maqaam-e-Yaas=limit of despair] [Umeed-e-Rehmat-e-parwardigaar=hope for the blessing of God]Bohot khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ab aap neh itna acha likha hai keh humhe to kuch samajh main hi nahin a raha keh hum is keh jawaab main kia likhee…
**
Jo chaahe lik dijiye , yahaaN faisla koi Haar-Jeet ka to nahiN honaa..Baas Sher se sher chalta rahe, baat se Baat bani rahi, Fasle taih hote raheNge, aur ManzileiN bhi nazar aajaiNGi , maqaasad bhi biyaan hojaaiNge
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
v nice
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
Logon ne apna honaar dikhaya bohot hai
Jah jah kar mene usse manaya bohot hai
Sach pocho to pyaar bohot laghta hai dil ko
Woh shakhs jis neh dil ko dukhaya bohot hai ..
Originally posted by Nayab:
Logon ne apna honaar dikhaya bohot hai
Jah jah kar mene usse manaya bohot hai
Sach pocho to pyaar bohot laghta hai dil ko
Woh shakhs jis neh dil ko dukhaya bohot hai ..
yeh aap ki bohaat piyaari choice hai Nayaab
kuch issi se milta jultaa ashaar Obaid Ullah Alleem(mere Favortie Shaiyar) ka pesha karta hooN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**
Hoon kHafaa uss se magar itna nahiN
kHud na jaaouNga bulaa kar le jaaye
Uss ke Hamraah chalaa jataa hooN
Jo mere Dil ko dukhaa kar le jaye
**
**Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai **