Khaamosh ye nazaare hain meri tarah
Shaayad be sahaare hain meri tarah
Khwahishein hain maujein dariya ki
Jinse bichade kinaare hain meri tarah
Khushiyaan jab dekhti hain meri taraf
Karien ghumon ko ishaare meri tarah
Aasmaan mein sitaare toot toot kar
Naseeb apna sawaare hain meri tarah
'Saahil' ko kehne se gurez hai zara
Ki sabhi ghum ke maare hain meri tarah
bohut khoob:k:
very nice
thanks 
mein us ko bohlna chahoon bhi to kia karoon
jo mujhe mein zinda hai khud mere zaat honae tak
Azad
105
Re: ghum nahi bohlta bohlane se
** Motti ** kia tabah kun qisam ka zooq paya hay aap nay :k:
hayrat hay humari nazar say nahi parri thi … khoob
bohut hi khoob
lajawab
:k:
thanks 
Azad thanks a ot for liking:flower1:
Azad
107
aray jee kaisi baat karti hain aap … humaray sewa sub pasand kartay hain aap ko.
tumhein bara pata hai sub ka:hoonh: