ghum nahi bohlta bohlane se

ghum nahi bohlta bohlane se
nam hoee aank muskarane se

aaj woh ajnabee se lagtein hain
jantee hoon jene zamane se

dostoon ke pahrahk na karna
maan tote gaa azmanee se

jub se apnoo se choht kahee hai
koi sikwa nahi raha zamane se

zindagee ke haqeeqatoon ke qasam
dil ke batein hai bus fasane se

hope u like it:)

Re: ghum nahi bohlta bohlane se

bhut khoob:k:

Nice :k:

thank guys:)

GKK: Bahut hi zabardust :)

Kyon zindagi ki rah mein majbour ho gayee
itne howee qareeb ke hum door ho gayee

Aisa nahi ke humko koi bhi khushi nahi
Lekin yeh zindagi to koi zindagi nahi
kyon is ke feslyee humey manzor ho gayee

paya tumhey to hum ko laga tum ko kho deya
hum dil pee rooyee aur yeh dil hum pee roo deya
palkon se khuwb kyon gerey kyon chour ho gayee

kyon zindagi ki rah mein majbour ho gayee
itne howee qareeb ke hum door ho gayee

Re: ghum nahi bohlta bohlane se

[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *

dostoon ke pahrahk na karna
maan tote gaa azmanee se

jub se apnoo se choht kahee hai
koi sikwa nahi raha zamane se

[/QUOTE]

Lovely.......................:) Buhat he Khub

beautiful:):k:…thanx for sharing

:) nice :)

:k:

thanks:) aur tumhare ghazal bhi kam nahi:k:
per khuwb dekhna nahi chahe.tote jateen hia:)

thanks a lot

jaan lewaa
chand_chehra
arifnawaz
muddi
amal
nikii
heart hecker
:flower2:

Toote huwe khwaaboon ne hum ko yeh sikhaaya hai
Dil ne jissay paaya thaa, aankhoon ne ganwaaya hai

:frowning:

:k:
khuwab dekhne he nahi thee aur phir lazmee nahi ke hamare khuwab pore hoon aur dil jo bhi mange woh mil jaein

:frowning:

Yeh hamaari bad naseebi jo nahee tu aur kya hai
Ke ussi ke hogaye hum, jo na hosaka hamaara

:frowning: :frowning: :frowning:

kia baat hai:k:
mein yahaan phir kahoon gee majbooreian:)

Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahin Khiltay Tu Acha Tha
Tumhi Ko Hum Nay Chaha Tha Tumhin Miltay Tu Acha Tha
Koi Aakar Humsay Pouchay Tumhian Kaisay Bhulaya Hai
Tumharay Khaat Ko Ashkoon Sai Shab-E-Gham Main Jalaya Hai
Hazaroon Zakham Aisay Hain Agar Sulagtay Tu Acha Tha
Tumhi Ko Hum Nay Chaha Tha Tumhin Miltay Tu Acha Tha

Tumhain Jitna Bhulaya Hai Tumhari Yaad Aye Hai
Bahar-E-Nao Joo Ayee Hai Wohi Khushboo He Lai Hai
Tumharay Laab Meri Khatir Agar Hiltay Tu Acha Tha
Tumhi Ko Hum Nay Chaha Tha Tumhin Miltay Tu Acha Tha

Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahin Khiltay Tu Acha Tha
Tumhi Ko Hum Nay Chaha Tha Tumhin Miltay Tu Acha Tha

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

arif je mere diary se chore ke ap ne yeh ghazal;)
mein ne post karne thee:)
but thanks for ur ghazal.its one of my fav.
woh kehte hai na ke"aise qamoon mein aisa to hota hai";)

Kaise guzreyga yeh safar tanha
Hai gali aur rehguzar tanha

Aag phir aarzoo ki bharki hai
Dil sulagta hai raat bhar tanha

Zindagi se juda tu hona hai
Hai nikleyga dam magar tanha

Jab kabhi bhi qadam barhaaye hain
Khud ko paaya hai bekhabar tanha

Sun raha hoon faqat yeh shor-o-gul
Hai tau yeh zindagi, magar tanha

Hai shikaayat "Saahil" hontoo per
Zindagi kyon huwi basar tanha

:k:mein to ap ke poetery ke dewanee hote ja rahee hoon;)
ap ke bhi koi sathee ho gee yah phir hai jo ap ko tanha nahi chore gee:)us per aitebar ker ke to dekhain.
CHALO TO SAHEE AITEBAR BHI AA HE JAE GAA

**
Hum ne apne armanoo ko aag lagaana seekh liya
Aag laga kar armanoon ki khaak uraana seekh liya

Khel kar sach se aankh micholi jab hum baazi haar gaye
Aankh se hum ne sachaaee ke aankh milaana seekh liya

Pyar mein pagal dil ke jab se hunsee uraee logoo ne
Chup ke chilman mein dil ki har baat chupaana seekh liya

Tootay khwaab ki kirchoon ne jab lahoo bahaaya aankhoon se
Khwaab mein khoye ankhoon ko din raat jagaana seekh liya

Patthar hogaee aankhain ab ta tak tak raah baharoon ki
Dard ke zard patton se humne is dil ko sajaana seekh liya

**