Re: Ghazal Junction
hai duah yaad maagar harf-e-duah yaad nahiii
meray naaGhmaat ko andaz-e-nawaa yaad nahii
Zindagiii jabr-e-mu’salsal ki taraah kaaThee hai
janay kis jurm ki paeee hai Saza yaad naahii
mein ne palkooon se dar-e-yaar pay dastaak de hai
mein woh saa’il hoon jisay koi saada yaad nahiii
Aoooo ek sajdahh karaain Aalam-e-madhoshi mein
**LoGh kahtay hain k Sagar ko Khuda yaad nahiii **