Gharelu mard

Ki kia kawalities honi chaheye ? :hmmm:

Merey khayal main ju aadmi job/office ke baad seedha ya ghoom phir kar ghar ajaye our phir bila zaroorat bahar na nikley wo ek gharelu mard hota ahi :gizzy:

Re: Gharelu mard

i agree wid dat lekin wives sirf iss sey khush nahi hotee.

Re: Gharelu mard

Ju khana pkany mein, jharo baharo main bivi ki madad kary woh ghraylo mrad hota hy:chai:

Re: Gharelu mard

Kitni bivian hain tumhari????

Re: Gharelu mard

allowed to 4 hain lekin filhal ek bhi nahi hai :teary2:

Re: Gharelu mard

Phir itny yaqeen sy kaisy keh rahy hu ky khush nahi hoti:D
g2g :waves:

Re: Gharelu mard

os ko khana pakana aur jharoo poncha karna ana chahiye:@:

Re: Gharelu mard

bas naa poocho :wink:

pengu tum log to open mein rehtey ho to tum log ko kya agar khaana pakaaana waghaira kee zaroorat.

Re: Gharelu mard

***Chawki Daar howe…:biggthumb

Te Thaney Daar Nahin Howe…:slight_smile:


Re: Gharelu mard

ji nahi woh gharalu nahi potato couch hota hia :stuck_out_tongue:

Re: Gharelu mard

aur general mein jo lambi si chori hai woh kaya hai kaun? :faizy:

Re: Gharelu mard

jo bachoon ko kahani sunnaye , kabi kabi khana paka day , biwi kee help bhe ker day
aur bazaar bhe lay jaye , aur apnay saath biwi ko bhe bahar janay say mana ker day :hehe:

Pata nahin gheralo murd kia hota hey :slight_smile:

Re: Gharelu mard

rootay kion ho ? kisi din tm ko aik shehzaadi mil jaye gye (InshAllah)

Re: Gharelu mard

Ya phir Shehzad. :hehe:

Re: Gharelu mard

jee- nahin mera wala - Prince Charming ho ga :stuck_out_tongue:

Re: Gharelu mard

hmmmmm… :daaghu2::lb::desimunda::princeali::sara::superman:

:halo:

Re: Gharelu mard

Acha, yani ke maindak (i.e. Daddu) :halo:

Re: Gharelu mard

Mujhay Bhi chachiay .. Mujhay Bhi Chahiay :crying:

Re: Gharelu mard

Inshallah aap ko mil jaye gye (pathan tu waisay he shahzaadian hoti hain )

tu kia howa , aakhir tu Prince he bunn jaye ga :stuck_out_tongue:

Re: Gharelu mard

Char … :eek: