Re: Gharelu mard
Code Red:
aur woh jo job timings mei bhi biwi ki goud mei bethey rahaiN un ke baray mei kia irshad hai ?!!!!!
Re: Gharelu mard
Code Red:
aur woh jo job timings mei bhi biwi ki goud mei bethey rahaiN un ke baray mei kia irshad hai ?!!!!!
Re: Gharelu mard
Edit:
![]()
Ching Chong Fawun Gun Su
Re: Gharelu mard
mera per murdoon wala islam musalat na kero
Re: Gharelu mard
abh yeh chinese translate kero
Re: Gharelu mard
Its Mardoo’n Not Murdoon … Murdoon wala kar diya tou Qalo Inna lillahay Parrhna Parrh Ja’ega ![]()
Re: Gharelu mard
![]()
phir baat ho gye
Re: Gharelu mard
ALLAH HAFIZ
Re: Gharelu mard
Aur agar wo bila zaroorat niklay lekin kisi aur kay ghar chalaa jaa’ay tub bhee to gharelu hee hoo’aa naa
Re: Gharelu mard
Nahi aysy mard ko “Pharelu” kehty hain gharelu nahi:chai:
Re: Gharelu mard
aap kaa kyaa khyaal hai
Pharelu mard zyaada qabilay bharosa hotay hain
yaa
gharelu mard
Re: Gharelu mard
aap kaa kyaa khyaal hai
Pharelu mard zyaada qabilay bharosa hotay hain
yaa
gharelu mard
Pehly apna khiyal battaiy:ASA: phir main apni raay ka izhar karon gi
Re: Gharelu mard
Pehly apna khiyal battaiy:ASA: phir main apni raay ka izhar karon gi
Ghair mardoN kay khilaayat naa poocha karaiN
aur naa hee her cheez kaa izhar kiyaa karaiN, ghair mardon kay ssamnay.
Buree baat hai
Re: Gharelu mard
Ghair mard bhi ghar bytha karin or GN ky rasty main aker swal jwab ka session GN ky sath shuru na kia karin:snooty:
Re: Gharelu mard
hello hello!!!
Re: Gharelu mard
Hi:waves:
Re: Gharelu mard
GN agar raastay maiN khaRee ho gee to ghair mard kya karain
Raastaa badal laiN kyaa?
Re: Gharelu mard
GN agar raastay maiN khaRee ho gee to ghair mard kya karain
Raastaa badal laiN kyaa?
Hona tu yehi chahiy pehli nazar prty hi dosri parny sy bcha lo nazrin jhuka ker rasta badal hi dalo tu behter:D
Re: Gharelu mard
Hona tu yehi chahiy pehli nazar prty hi dosri parny sy bcha lo nazrin jhuka ker rasta badal hi dalo tu behter:D
Aap purdaa na kernaa. Dheet banee raastay main kahree rehnaa.
bus hum hee apnee nazrain jhukaa laiN
Re: Gharelu mard
Bilkul sab hi dheet ho giay tu duniya ka nizam chalna mushkil ho jaay ga:chai:
PS: Khwateen ky pardy ki fikar ky bajaay mard hazrat apni nazron ki hifazat karin tu kafi masail hal ho sakty hain:D