Wah bhy wah Salman Taseer k bete ki car to check karlo zara Mercedes ka model to dekho jin Logon k bete aise cars mein ghomte hian aur maze se vacations bahar Countries mein guzarte hain unhen ghareeb logon ka kia pata jab koi unka bore band milega ya kam pe jayega aur andhe goli kah k mare ga tab andaza hoga .. Khair Allah hi Malik hai Pakistan ka Please All of You jab aap yeah post parho to ek vaar dil mein Pakistan ki kahryat k liye dua karna please itna to aapka farz banta hai Mulk k liee
Thank You and May Allah Bless Pakistan
bulletinblips
aaj kal stock markets ka jo haal hay us say to lagta hay k ameer b gareeb hi ho rahay hein :)
yeh waqtii karishma saazii hai...sau sonaar kii to ek lohaar kii...vo sau jhaTke meN ek dollar lose karte haiN to ek hii jhaTke meN hazaar kamaa bhii lete haiN :) **jiskii laaTHii uskii bhaiNs!**** :D**
u ko patha hona chaiya wo ameer loog thy car kia karni thi
car car ke parts to ghrreb churaty hain
Mujhay to shak hay usay Mr. 10% nay Agwa kia hay. Kahta ho ga tairay buzurg nay marnay say pehlay jo maal kamaya us ka 10% mujhay nahi pohanchaya abhi tak
Mujhay to shak hay usay Mr. 10% nay Agwa kia hay. Kahta ho ga tairay buzurg nay marnay say pehlay jo maal kamaya us ka 10% mujhay nahi pohanchaya abhi tak
mr10% ab 100% hai bhi or ramdhan main zakat bhata sub leta hai
mr10% ab 100% hai bhi or ramdhan main zakat bhata sub leta hai
phir iss tasir ko
khair drama lagtahai sara tasir wala
Zakat Bhatta to chorain, jis hisab say pakistan mein aaj kal salaried class say tax lia ja raha hay woh bohat ziadti hay. Middle class ka bohat hi bura haal hay aor log ksi k samnay khul kar bol b nahi saktay sharam k maray.
Drama to idhar sab kuch hay. 25 gaurds thay us k pass aor pata nahi akaila kio nikla.

dukh hota hai pakistan ki halat peh logoon peh per logoon ka apna bhi qasoor hai her bar choor daku ko vote dety hain, koi vote nah dy
jis tarah khazan khali bataty hain yah issi lia votoon ki daby bhi khali

somehow i have began to believe that people deserve what they are getting form the govt and from the world around us. Yeah to shaid deen b kahta hay k jis tarha k log ho usi tarha k hukmraan un par bithai jatay hein.