Pagloon kay sir per Seeng nahi hotay
is say kia sabit hota hay jin kay sir per seeng hotay hain woh pagal nahi hotay ?
Pagloon kay sir per Seeng nahi hotay
is say kia sabit hota hay jin kay sir per seeng hotay hain woh pagal nahi hotay ?
Re: ghambeeeeeeer sawaal
paindu :halo:
Re: ghambeeeeeeer sawaal
yeh to bohat he intresting question hai… General walay pagal logoon say pochain masla_larki ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
iss say ziadaah ghan chakkar sawal yeh pedaa hotaa hai kay:
kiya gaye, bakri, bakra, baiL, BheNs, dunbaa, waghera waghera pagaloN kee category maiN naheeN aa saktaY
?
Re: ghambeeeeeeer sawaal
Buahhhhhhhhhhhhhhhhhhh… Buahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh.. Buahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh…
![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
dunbay k seeng hotay hain? ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
afsos kaY duniya saY safar kar gayaa peDu
aaNkhaiN tau khuli reh gayeeN, par mar gayaa peDu ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
yawrr mujhay lamb chops khanay hain ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
hamaaray sar par seeNg naheeN haiN jo raat kaY iss samaY tumhaari naa jaaiz farmaaishaiN poori kartaY phiraiN ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
bara afsos huwa ![]()
chaliswaan kab hai?
Re: ghambeeeeeeer sawaal
mujhay bhook say bait main Maroorh ho raha hai
Re: ghambeeeeeeer sawaal
bhook se nahi, woh jo bakri ka doodh piya tha uss se huwa hoga ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
maroR bhook saY naheeN, kissi aur cheez saY hoti hai MunnaY ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
abay bhi.. app ko kaisay pata
aik he dafa piya thaa bus.. ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
aik dafa piya tha issi liye huwa hai, addat dalo phir nahi hoga ;)
Re: ghambeeeeeeer sawaal
okay okay… kal raat ko kali masoor ke daal chawal khaye thay.. taph say chakkar lag rahay hain.. ![]()
Re: ghambeeeeeeer sawaal
han han... aadat kharab kar loon mian apni ..hain.. tum to yehi chahtay ho ke tumhara rasta saaf ho..baita...yeh batain na kishi ko batana.. :p
Re: ghambeeeeeeer sawaal
kaali masoor koi daal naheeN hoti ![]()
yaa tau Saabit masoor bolo yaa KhaRa/KhaRi masoor yaa phir chilkaY waali masoor:halo:
Re: ghambeeeeeeer sawaal
kyon bhi kyon nahi hoti.. yar aik Laal hoti hai or aik Kali hoti hai.. i dont know wo chikay waali thee kay bagair.. but wo kali thee or gol gol thee.. wohi bunti hai hamaray haan janab… :halo:
Re: ghambeeeeeeer sawaal
ek tou tumhay tareeka bata raha hoon opper se nakhray ![]()
gtg
tc
ALLAH Hafiz