ghambeeeeeeer sawaal

Re: ghambeeeeeeer sawaal

tum baRay ho kar kabhi achaY khaawand naheeN bun saktaY :hoonh:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

k jani.. holla at u later..
peace
Allah Hafiz

Re: ghambeeeeeeer sawaal

:bummer: :frowning:
Ima ask my ammi 2moro. :hula:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

haaN! shayad tum baRay ho kar aik achi ammi bun jaao :flower1:

:stuck_out_tongue:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

:stuck_out_tongue: :stuck_out_tongue: dekhain ge :blush:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

haaye haaye… mashriqiat tau kooT kooT kar bhari hai… tapak rahi hai.. kaToraY, doNgaY, tub, piyaalaY bhar lo aisaY… munna sharmaa gayaa :hugz:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

yehe mera sawal hay na …app bajwaye jawab kay sawal kion ker rahay hain : mad :

Shoaib > general waloon say mere laraye hay * snooty *

Re: ghambeeeeeeer sawaal

Insaan do tarah k hotay hain, in donon main ziada farq nai hay, sirf 'mood' ka farq hay, zahiri torh par pehli aur doosri type main sirf 2-legs ka farq hay, pehli type main sirf 2 legs hoti jab kay doosri main 4.
Adaat and khuishaat main ziaada farq nai hay, donon aik jaisay hain...

jab insaan (1st type) bohat ziada parh likh lay ya bohat ziaada parh likh NA lay to uss kay sar par seengh nikal aatay hain... kabhi yeh seengh nazar aajatay hain aur kabhi in ko dhoondna parhta hay...

Almost all kind of insaan main yeh quality hoti hay k unn k seengh kisi bhi waqt nikal saktay hain... aur iss k liay parha likha hona ya parh likha NA hona zaroori nahi, har aik main yeh tendency zaroor hoti hay...sirf kayfiat aur mood ki baat hay ...

Jab Insaan , insaaniat kay circle say ooncha hojata hay to uss ki ankhain wo kuch daikh sakti hain jo ham normal reh kar nai daikh saktay ... uss waqt wo hamain har wo cheez k baaray main batata hay jo wo daikh raha hota hay ... choonkay ham main itni quality abhi paida nai howi hoti to ham ussay majnooN (deewaana) kehna shuroo kar daitay hain... phir aik waqt aata hay jab wo deewangi ki hadd say guzar kar pagal pan main daakhil hojaata hay... asal main wo insaaniat ki hadd say bahar nikal kar ... Aalam-e-Dewwana main pohanch chuka hota hay... jahan say wo wo kuch daikh raha hota hay jo hamaray khayaloN ki pohanch say door hota hay ...

nai, un kay sar par seengh nai hotay... agar doosri taraf say kharay hokar daikhain to asal main wo 'pagals' hamain bohat chota daikh rahay hota hain...

I must say k har insaan ko chahyay k life main aik dafa pagal zaroor ho, aur apna focus ko wide karay...

Hosh walon ko khabar kiaa
Dil lagi kiaa cheez hay...

Ishq kijiay phir samajhiay

Zindagi kia cheez hay...

Ma'salam...
Fakhat:
Dada Abbaa Khan Sahib, Karachivi_USAvii

Re: ghambeeeeeeer sawaal

iska matlab sirf yehi hai kay pagalon ko apnay jaisay logo main hi dhoondho… :smiley:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

dada abba > phir khulaasa kia nikla : P yahan kis kis k sir per seeng hain : D

farazz> apnay jaisai yane insanoo main ?

Re: ghambeeeeeeer sawaal

^^tum batao na!!
tum hee to pagal ho yahan :p

Re: ghambeeeeeeer sawaal

Main baara seengha hoon...

Re: ghambeeeeeeer sawaal

^^ lol
yaani 12*pagal!!!!!!!!!!!!!!

Re: ghambeeeeeeer sawaal

1-800-HELP-ME
plz call dat number...

don't worry. it's a free service :)

Re: ghambeeeeeeer sawaal

at least 2-3 to aisay hain jinhain khud bhi nai pata iss baat ka, lekin un k seengh kafi gehray hain, kaat bhi dain to doobara nikal aiangay, ... yeh shayad kafi khaandani log hain...iss liay values ko sath rakhtay hain aur khonay nai daitay... u can find them easily here...

Baqi doosray waqti seengh daar hain, un par seengh wali kafiat kabhi kabhi taari hoti hay aur phir say wo wapis 2 legs waalay insaan ban jaatay hain...

ab aap khud bhi aqal-band hain kafi, thora sa oopar wali manzil ko bhi kaam karnay dia karain, warna machine par zang lag jaiga aur phir seengh phootnay k chances hain :-p

:s ...

Re: ghambeeeeeeer sawaal

bb> to kia tumharay per seeng hain phir yeh maante ho ?

lajawab > app pehlay ik dafa acha terah beth ker decide ker lo app kia ho

kabhi app lerke hotey hot o kabhi bara seengha to kabhi kuch to kabhi kuch

dada abba> app kia mashallah SEENGIOLGY per kafe reserch lagte hay : P

Re: ghambeeeeeeer sawaal

^^:halo:
naheen tooo

Re: ghambeeeeeeer sawaal

pop corn... thora khao aur thora baicho... thora khao aur thora baicho... thora khao aur thora baicho... thora...

Re: ghambeeeeeeer sawaal

Zara dil lega ker try kero aur achi terha dhondoo said mil jaye :halo:

Re: ghambeeeeeeer sawaal

wesay
aksar bagher seeng walay pagal … aur seeng walay aqalmand dikhaai detay hain…