Re: Ghair maanoos [Unfamiliar] Urdu alfaaz ke ma’nii bataaiye…
**hahaha…cheating hai to koi baRii baat nahiiN…mujh se aur kia ummeed rakh sakte haiN? ![]()
-aadeenah آدینہ] lafz Faarsii kaa hai aur yeh muzakkar hai
-raaye kaa plural aaraa~ آراء] ab to sun liyaa na? ![]()
-mashvarah ka matlab hotaa hai ‘SUGGESTION’ jab k aaraa~ kaa matlab hotaa hai ‘OPINION’
-aaroGh bhii faarsii**** zabaan kaa lafz hai aur yeh bhii muzakkar hai ![]()
ok? :)**