Re: Ghair maanoos [unfamiliar] alfaaz kii laRii
lafzii ma’na to yehii haiN magar is laqab ko Hazrat Mehdii [a.s.] ke liye maKhsoos kiyaa gayaa hai. i don’t know if ahl-e-tash’ee Hazraat apne 12th imaam ko Mehdi [a.s.] tasavvur karte haiN.
lafz-e-tyaag yaa tyaagnaa to bahot common lafz hai Hindi kaa…ho saktaa hai Pakistan meN Ghair maanoos ho. dekhte haiN k kaun kaun saHeeH jawaab detaa hai! ![]()