Forced marriages

LOL MO3 kay naam say hi mamta tapakti hai jo sub ko nazar aati hai posts main. lol

Yayhi mamta tapkti daikh kar unka hubby musalmaan bhi unka deewana ho gia aur shadi kar baitha kay is say zabardast koi maan naheen ho sakti meray buchchon ko bahtareen musalmaan bananay wali. lol

Mujhay to MO3 say bahtareen Musalmaniaat ki boo ati hai aur Uskay buchchon say Khulwfaa jaisi boo ati hai lol.

Yay baat to maanni paray gi GS bhi un say aisay hi thora hi impress huwa hai jo mod bana dia akhir wo Pakistan aur Islam kay baray main itna zabardast janti hai kay wahan ki shakal na daikh kar bhi qasida khuwani kar sakti hain.

She is gr8 Muslimah.