For Muqawee bhai....

**Behka main Bhaka

**
**wo bheki hawa Hawa se ayi

**
**Ek hi nazer main sab

**
**Manzil WAnzil paayi

**
**Hatke alag si thi

**
**Bilkul judasi thi
**


Restored attachments:

bliss.gif

Vishenka_04.gif

Re: For Muqawee bhai…

ye kia hai?

Re: For Muqawee bhai…

ye bhi main bataun

App ki kaheen aysi halat na hu jaye


Restored attachments:

4fvgdaq_th.gif

desertsmile.gif

Re: For Muqawee bhai…

hum Arab ke sehra se boht door hai

Re: For Muqawee bhai…

pak main bhi tu hai jahan jamal bhi nahi milein gey


Restored attachments:

Re: For Muqawee bhai…

:hehe:

abhi Muqa k itne bure din nahi aaye

kabhi kabhi dora parta hai:sadiyah:

I presume Muqawee is in love? :faizy:

Re: For Muqawee bhai…

:omg: me ne perha
BHE KA …me BHAKA :hehe:

mujy to fiker hi per gai thi MUQA ki

Re: For Muqawee bhai…

oye huyeeeeeeeeeeeeeeee muwa bhai ko doraaa wo bhi chirya kaaa

Ufhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

Chai mein dooba biscut ho gaya
Main toh ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi lut gaya
Ho main toh ainvayi ainvayi ainvayi ainvayi lut gaya


Restored attachments:

Re: For Muqawee bhai…

han naa wo

Kabhi Kabhi Aditi Zindagi ,
Mein Yuhi Koi Apna Lagta Hai
Kabhi Kabhi Aditi Woh Bichad Jaye To
Ek Sapna Lagta Hai

Aise Mein Koi Kaise Apnne Aasun Ko Behene Se Roke
Aur Kaise Koi Soch De
Everythings Gona Be Ok


Restored attachments:

cry2.gif

Re: For Muqawee bhai…

chirya wali baat bazaar mein phail rahi hai

log najane kaisi kaisi baatein kar rahe hain

sambhal jaaiye

Re: For Muqawee bhai…

main ne suna hai koi murghi phans gayi hai

:hmmm:


Restored attachments:

Re: For Muqawee bhai…

kahan pe

Re: For Muqawee bhai…

mujhe maar ney ka plan hai app ka hansa hansa ke :omg::rotfl:

Muqa ke darbey main :e6:

Re: For Muqawee bhai…

Kar bhala ho bhala:smokin:

Un k ghar mein to darba nahi hai:hmmm:

Re: For Muqawee bhai…

tumara matalb unki life me koe ADITI hy :eek: :eek:

Re: For Muqawee bhai…

un ke gahr main pinjara huga naa tu is liye hunu ney chiryaa dehki hai :omg:

Re: For Muqawee bhai…

ye ru mujhe bhi abhi abhi pata chala hai


Restored attachments:

Re: For Muqawee bhai…

mujy bhi batao mujy bhi batao :aisha: :aisha:

Re: For Muqawee bhai…

:hmmm: chalo aish karo