For Muqawee bhai....

Re: For Muqawee bhai…

ADITI apko mili ham esh kese karen

Re: For Muqawee bhai…

leh mili app ko hai ash humarey

App ney kya buffey dena ka socha hai humain party chahiye :smash:


Restored attachments:

0.o.gif

Re: For Muqawee bhai…

inka wohi haal hai

begani shaadi mein Abdullah deewana

Re: For Muqawee bhai…

strike wale din to iwar bazar bhi band hai aur aap ko buffet ki padi hai

Re: For Muqawee bhai…

sarrdi kiyon een

dua cha kar ek hor mil jave:hehe:

logon ki paancho ungliyan ghee mein hoti hain

muqa k do kaan biwiyon haath mein:sadiyah:

Re: For Muqawee bhai…

Nahi naa hum chirya ke gahr chalein egy unse kaheen dawat dein :smiley:

Re: For Muqawee bhai…

Leh

eh chhori te piche e pae gai e

o haale sabar karo

Re: For Muqawee bhai…

mujy unse bohat mohabat hy :emmy:
mene koe pichly janam ka badla nahi lena
ALLAH MERE BHAI KI DUNIA ORR AKHRAT SANWARE …AMEEN

Re: For Muqawee bhai…

main kyun saber karun saber tu kisi or ka tota hai faizy:

Re: For Muqawee bhai…

Maine kab kuch kaha

badla nahi araam:hypo:

Aameen

Re: For Muqawee bhai…

aram :omg: 2 k baad aram karengy

ap ker le ja k :sannan:

Re: For Muqawee bhai…

chirya jug gayi khet :omg:

Re: For Muqawee bhai…

Haan ji

araam shanti

dono Aapis mein lar bhir k chup ho jaya karen gi

Haan agar dono ki alliance ho gai to
Muqa k liye darbar dhoondhna pare ga koi:hypo:

warna satte khairan ne

:nahi:
koi zabardasti hai ka

Re: For Muqawee bhai…

to dusron ko mashware mat do :barbie:

pehly ham ap ka play dekhna chahte hein :stuck_out_tongue:

Re: For Muqawee bhai…

kiyon na doon

kar bhala ho bhala

aaj doon ga to kal ko koi Mujhe de ga na:wink:

sorry I don’t work in any drama company:smokin:

Re: For Muqawee bhai…

dedicate to muqawee bhai

Deewana tere haye
Kasam yehi khaye
Sari duniya main kele ke theley laga dun ga
Jo tu mil jaye Gazab hujaye :omg:

Re: For Muqawee bhai…

kele kiyon:hmmm:

angoor bechne chahiyen k khate hote hain

Re: For Muqawee bhai…

acha bhaiy angour ka ker lein lekin theyla tu lagana hi lagna hai..:stuck_out_tongue:

kahan chupey huye hain muqa bhai :faizy:

Re: For Muqawee bhai…

woh busy hain kaam mein

Humein to shak hai k shaadi wale din bhi Unko office se aghwa kar k marriage hall le jana pare ga

ya phir Un k room ki electricity band kar k nikaalna pare ga baahir:hinna:

Re: For Muqawee bhai…

aa gaya :hbk: