For Mom...

Re: For Mom (Punjabi wich)

ab doosra stanza urdu main:

us wakat mari maan
bhaagti huee Jamaal halwaaee
ki dukaan par jaati hai
aur meray liyay laddoo-peray
kharid kar lay aatii hai
meray moonh main
pyaar se daalti hai
main fir muskraata hoon
aur meri maan bhi bari
kushi main muskranay lagti hai

(to be continued with the 3rd and last stanza later…)