Re: For Mom (Punjabi wich)
zaroor ji zaroor
bilkul zaroor
magar pehlay urdu main
sirf pehla stanza:
(fir ahistaa ahistaa saari nazm baad main)
lakin jab meri maan
meray par gussa karti hai
aur daant-tain maarti hai
tab main rooth kar
baith jaata hoon aur
rona shuroo karta hoon