Re: For KKF
orr mushkal alfaz wala sheer dhundana tha :D
MEHER BHAI SAHIB KE GURDEY KHARAB HO GAEY:(
Re: For KKF
orr mushkal alfaz wala sheer dhundana tha :D
MEHER BHAI SAHIB KE GURDEY KHARAB HO GAEY:(
Re: For KKF
waah, kia zabardast pesh-kash hai aapkii…marHamat farmaane kaa shukria…andaaz e bayaan o zabaan se to Ghalib ke hii ash’aar lagte haiN magar aap tasdeeq farmaa deN to ai’n navaazish hogii! ![]()
aapne in ash’aar meN ek lafz “aafreenash” aayaa hai [with izaafii Harf-e-“SHEEN”] aur ustaad sho’araa ke kalaam meN aksar aise alfaaz aate haiN jin meN izaafii Harf-e-"sheen’ aate haiN…is par aap ne kabhii Ghaur farmaayaa k yeh ‘afreenaSH’ yaa ‘aaKhiraSH’ yaa ‘beenaSH’ hai kia aur yeh izaafat kiuN lagaate haiN? ![]()
this was a food for thought for today for you! ![]()
ab Zardari yaa musheer ReHmaan Malik kii taraH yeh na kahiyegaa k “maiN ne iskii NOTICE le li hai aur maiN ne Amal Bhai ko hidaayat kar di hai k do din ke andar report pesh kareN”
![]()
haaN, aur yeh MEHER saab kaa zikr e Khair bhii she’r meN aayaa hai to aap bataaiye k in saab kaa tazkira shaa’ir ne kiuN kiyaa? yeh tumhaaraa ba-taur homework assignment hai! ![]()
Re: For KKF
touba inni okhi urdu. main to chla idher se
Re: For KKF
lain jee, saaray bachay, muqawwee bhai se urdu ki tution rakh lain
Re: For KKF
Na Munna na
Un ko bhi samajh nahi aaya
Is liye Chacha e urdu k hawale kar k chale gaye:hehe:
Re: For KKF
![]()
Re: For KKF
chacha e urdu kon hai?
Re: For KKF
chacha e urdu kon hai?
Janab Mohtaram
Khalil khan Fakhta sahib
Re: For KKF
jinnati Urdu
Re: For KKF
kiuN badnaam kar rahe ho, miyaaN! ![]()
bas? itnaa hii? lo ji, jinnaatoN se bhii aapkaa paalaa paRaa hai jo itnii ma’loomaat hai janaab ko! ![]()
Re: For KKF
Are badnaam ka bara naam hota hai!!!
Muqawwee ji ka hi dekh lijiye:cb:
Re: For KKF
hmmm…to yeh she’r tum ne bhii sun rakkhaa hai!!! ![]()
Re: For KKF
Yeh gana bhi tha
Jis ki bivi moti us ka bhi bara naam hai
Ghar mein gade ka kiya kaam hai:cb:
Amjad khan ki film thi
Re: For KKF
oh achchhaa! vaise, ab byaashtaa joReN jahaN jahaN akele rahte haiN vahaN vahaN un gharoN meN ek ek gadhe to hote hii haiN! ![]()
Re: For KKF
Haha:omg:
Re: For KKF
KKF ab iss shair ka salees urdu main tarjuma karden aur please wo sheen izafi ka majira bhi bayan karen.
Re: For KKF
yeh she’r thaa? yaa sher e babbar? mujhe to Khabar na huii k kab sher nikal gayaa pinjRaa khol ke lol ![]()
professional trajumation chaahiye to Pakistani Embassy se ruj’oo kareN ![]()
vo izaafii ‘sheen’ kaa maajraa to maiN ne aap se poochhaa thaa! aapko iskii taus’ee aur tauzeeH karnii thii na! ![]()
Re: For KKF
Faraz ne kaha tha na:
Tere hote huwe mehfil main jalate hain chiragh
kitne sada hain sooraj ko dikhate hain chiraagh
aap ke hote huwe jinnati urdu ka tarjuma hum karen, ye gustakhi hum se nahin ho gi
Re: For KKF
Faraz ne kaha tha na:
Tere hote huwe mehfil main jalate hain chiragh kitne sada hain sooraj ko dikhate hain chiraagh
aap ke hote huwe jinnati urdu ka tarjuma hum karen, ye gustakhi hum se nahin ho gi
are nahiiN baba, yeh to aapkaa Husn-e-nazar hai varna cheh piddii cheh piddii kaa shorbaa!
zabardast she'r hai! :)
Re: For KKF
are nahiiN baba, yeh to aapkaa Husn-e-nazar hai varna cheh piddii cheh piddii kaa shorbaa!
zabardast she'r hai! :)
aji ye to aap ki inksari aur kasr e nafsi hai... asal main iss thread ka topic hona chahiye tha For KKF to explain.... ab aap tarjume aur tozeeh ke faraiz anjam de hi dalen