...Flooder-e-Azam...

broken heart

Badshah salamat, shukar hai aap aa gaye. Jazzy bhi yaheen hai aur meney usskey saath shaadi bhi kar lee hai lekin woh hai k merey saath chalney ko razamand hi nahi. Aap hi ussey kahiye k ab woh meri zauja-e-mohtarma hai aur ussey merey saath chalna hoga. Faryaadi insaf ki duhaayi deta hai :crying: