wife wants to know who Gadha is :D
shuddup :bailan
wife wants to know who Gadha is :D
shuddup :bailan
am I :halo:
Gadha bhai chara :halo:
khao gey?? ![]()
aap kay ghar ![]()
aap kay ghar :p
kiske ghar?
August 14 2003 yaad hay ![]()
by the way, woh raat yaad hai :D?
woh taareekhi raat…![]()
jub hum nay “kuttay” kholay thay:hehe:
kiske ghar?
Gadha taya kay ghar :D
yaad hay ![]()
kaysay kaysay bayhoda sawal poochtay ho ![]()
dekhain jee aap decide kar lain pehlay kay aap kiss qism ki rishtaydaari chahatay hain.![]()
hum aap kay aik saath chacha taya bhai mamoon khalu bhateejay langotiye naheen ho saktay ![]()
aap kaheen hammain goud lenay kaa tau naheen soch rahay?![]()
mujhey flOOding kerni nahi aatiiii :(
flooding kee naheen jaati:smokin:
yeh tau buss ho jaati hai ![]()
sab kay sab gadhay hayn ![]()
humari aik adad piyari say beti hay
..hum gadhon ko gaud nahin laytay ![]()
Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::
koi baat nahi...
yahan din mein 100-200 dafa aya keroo
khud hee ajaye gee
hmmmm chalO koshish ker k dekhtay hain ![]()
gadhay tau beta sub hain
maantay naheen alag baat hai
har gali kay nukkarr par aik gadha kharra hota hay.. naak kee seedh main jaao jahaan gadha kharra millay wahan say seedhay haath murr jaao ![]()
saamnay paan kaa khokha ho ga. paan waalay ko Abdul Qudoos sahab ka naam batao, pata batao, aur lash utthaao ![]()
yaar kaafi daer baad aayeen hOn na back tO G/s par tau
dObara sei train kerna parray ga khud kO ![]()
lash bhari hay..uthanay kay lyay ajao ![]()
remember the crane joke ![]()