::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

hello, hi, salam etc. :dhimpak:

yes:D with the update to Gupshup, we are connecting back to the past :lifey:

Hammain azadi mil gayi hai :hula:

5 saal qed-e-baa mushaqat bardasht kee hay hum nay :naak:

sunnay main aaya hai kay yahan aik flooder-e-azam mojood hain :cool:

hammain ishtiaq ho gaya hay inn say milnay ka… hamaray gaddi nasheen lagtay hain :faizy:

aur sunna hai hamaari gher mojoodgi main hammaray kuch chaahnay walon waghera nay aik addad smiley bhi dedicate kar dee hai … intehai behooda qism kee…

:gadha:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:gadha: :wave:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:mad: humein hamari neend say kis ne jagaya

Gaddi nasheen:mad:??? yeh Mughliyah saltanat hai ,aisay hi koi aaira ghaira nahi chala sakta:snooty:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Yaraa Azam ......... Kaaal Raaat se Gaaali mein Panii KHaaraa howa hai .... Bhangiii bi Nahii ayah hai...

zaraa BaaNS lay kaar Naaaaliii tu khoool daay mera bhai :D

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:aq: kyun Janab?

Ap ke hathoon main heena lagi hai

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Hathoon Mein Nahii .. Galaay se laagee hovi hai :blush:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:shikra: is ka anjaam jantay hain

hamari ek awaz pe aap tehkhanay main kaid hoonge.is liye heena humein de dijiye:mad:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

heena boley tou Zeba bakhtyar ?

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

SarFaroshi ki TamaNaaa ab humaray dil meiN hai
Daikna hai zooar kitnaa Bazoo-e-Azaaam mein hai

Nahii dooN gaaa…

Yea mere heenna hai koi toffee nahii . jisay koi beee mere saar pay ek chaapaT maar kaay cheen laaY …

Mein ne bari mushkil se is k baaap ko Pataya hai … :snooty:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Us ko na Laa beach mein … she was my 121st love :hinna:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

n are u 1021st mamoo of azaan ?

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Bachoo Azaan k baap ka or mere naam ek hee hai :fatee:

na kar Galaatiii se mistake ho saktee hai :smiley:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:aj:humein lalkarnay ki teri yeh majaal

:o sipahiyoo hamara hukm shehr k konay konay tak pohancha do

Aj say sab Musalmaan behan bhai hai:shikra: ,sivaye hamare

:shikra:aaj say heena bhi aap ki behan lageen:chai:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:hmmm:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Hum musalmaNo mein Cousin sisters k saath allow hai :mocking:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

:aq: chachazaad aur mamoonzaad behnoon ki kis ne baat ki hai

:snooty:bas aaj say koi namakool shaks kisi larki say nahi shaadi kar sakta magar hamaray:shikra:

hamari zahanat ki daad deni pare gi:shikra:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Waqi mein Daad danee chahee'aaaY

BoHat hee Gandi orr Chichooreee zehaniyaat paee hai app ne Flooder-e-AzaMaaa :D

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Azadi Mubarak :hugz:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Ap ko bi 14 August mubarak hoo :smiley:

Re: ::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

Abi 14 August main kuch din baaqi hain :barbie: