::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

dekhain jee aap decide kar lain pehlay kay aap kiss qism ki rishtaydaari chahatay hain.:hula:

hum aap kay aik saath chacha taya bhai mamoon khalu bhateejay langotiye naheen ho saktay :silly:

aap kaheen hammain goud lenay kaa tau naheen soch rahay?:lb: