Re: first day in office..
and finally guppies…am back home:smokin:…aj ka din tou bohat acha guzra,khaatay peetay..ab kal ki kal dekhi jaye gee k kese time pass kerna hai ![]()
Re: first day in office..
and finally guppies…am back home:smokin:…aj ka din tou bohat acha guzra,khaatay peetay..ab kal ki kal dekhi jaye gee k kese time pass kerna hai ![]()
**
.. awww no worries sweets- me and sarmad ji will make sure you go to greater heights inshallah:wink:!!!;)**
..
. mashallah already looking forward to another super day at work !!! Thats the spirit:superman:!!!![]()
yeshhhhhhhhhhhhhhhhhhhh…i hope kal bhi aap log mujhay apnay mufeed mashwaron se nawaaztay rahain gay ![]()
**
awwww
. mashallah zuroor hunny!! Dont forget - get a good nites sleep and dont forget alarm legana hai ok:wave:**
Re: first day in office..
:D
alarm ki kya zaroorat hai poppies..mujhay dil se pukaarna subha 8 o’clock,mai jaag jaun gee:hehe:
l2m..y r u sho happy??? ![]()
Re: first day in office..
Jab office mein larki ka pehla din hota hay to tamam staff fit n fat ho kar atain hain… or jab larka ho… to bechare ko itna kaam detain hain k woh apni table le bleow hi rehta hay ![]()
**
mashaa Allah to ghoom ghumaa kar “buddhoo” ghar ko aaye…is moHaavare meN se “buddhoo” nikaal kar “nikkoo” kar do
mashaa Allah…chalo tum ne asl zindagii meN pahlaa qadam rakh diyaa aur yeh nayaa qadam mubaarak ho bahooot bahooot :)**
hahahahaha…haan tou unhen pata hota hai na girls ko na bhi burden daalo tou bhi wo bechaari kaam keren gee dil laga k:P
awwwwwwwww…thank youuuuuuuuuu…wese aik aur mahaavra bhi hai jo k zada funny hai isi maukay k liay and il PM u:cb:…
Re: first day in office..
Khush fehmi.......... chalo phir enjoy kar... akhir kab tk ! lol
hahahahaha...haan tou unhen pata hota hai na girls ko na bhi burden daalo tou bhi wo bechaari kaam keren gee dil laga k:P
Yahee to masla hai sara ... Larkiyon se kehtay dil laga kar kaam karo ... or larkon se kehtay hain damagh laga kar kaam karo ... kyoonkay larkon kay paas dil ki kami hai or larkiyon kay paas damagh ki.... ;)
hahahahaha…kaam ko enjoy kon kerta hai
..per aaj maza aaya faarigh rehne ka…kya maza ho her din aisa hee ho ![]()
hahahahahahahahahahahahaha…funny..
..though not true:P
woh kamai haalal nahi hati :D
hahahahahaha...hmaray office mai halaal milta hai sab:P..
..
kis kisai ki dukaan mein nokri mili hai aapko ??? ![]()
hahahahahahahahaahhaha…haan employees bicharay wese halaal hee hote hain employers k haathon;)