first day in office..

nayee job ki talash. :hoonh: It’s your 1st day at work and you are browsing on internet. :vivo:

kuch aur kerne ko nahi na;)

OMG vo kaun saa hai moHaavarah…ok, i’ll wait for that in the pm…thankoo :slight_smile:

Re: first day in office..

guppiessss…my second day starts now…:bummer:…tell me how to kill makhiaan today :cb:

**
welcome to the office…moHakma-e-taHqeeqaat-e-??? to aaj kuchh kaam dhaam milaa karne ko yaa sirf khaanaa peenaa, chai vai kaa hii silsila hai…vaise, achchhaa silsilaa hai, i LIKE it! :)**

**
hahahaha...nahi nahi i got an assignment today..hehehe...aaj kaafi kaam kerna hai excel pe;)...aap ka kya haal hai??kesi tayaariaan ja rahi hain india jaane ki janab?**?

:eek:.. Wow!!! Itni diligence!!! Shaabasssh!!! Ur on the road to taraki already:yahoo:

yesshh buss aapka pyaar bhara hath chaiay mere sar per…:cb:

Re: first day in office..

:mudhosh:…my sweets vaisey me at work but gshupping tooo!!!:cb::bummer:

**
mashaa Allah…chalo, ab busy rahogii to paise nahiiN ginne paReNge boriyat ke waqt meN :wink: :hehe: mubaarkaaN on ur completion of the SECOND DAY successfully :)**

hahaha…vaise, Poppies kaa haath hai bahot bhaarii mashaa Allah :wink: ek paR gayaa to bas chaudah tabaq raushan :hehe: [sorry Poppies…mazaaqan kahaa hai]

hahaha…vaise, Poppies kaa haath hai bahot bhaarii mashaa Allah :wink: ek paR gayaa to bas chaudah tabaq raushan :hehe: [sorry Poppies…mazaaqan kahaa hai]
[/QUOTE]

:hehe:.. ohhh sweets aap bohat cute hai ji:blush:…:wink: :fatee: ji maalum tha mazaak tha:snooty:!!!:wink:

**
chalo shukr hai jaan bach gai varna aaj pahlaa murder hotaa meraa GS par…mubaarak ho k ghar par u kii raat beetegii varna jail Khaana…sunaa hai vahaN sab aaraam hai bas khaanaa saHeeH se nahiiN miltaa …there ain’t no ROOM SERVICE! :wink: :rotfl:**

**
:hehe:.. hashmat ji aap teekh to hai? Kaun jail me aap:eek:. Hai oh Rabba kya kiya tha?? Kis Guppi ko pump pe leke maachis bijaake challe ge the:ASA:**

:smokin:

Re: first day in office..

:lifey:

**
are bhai, mere mazaaq ko mazaaq samajh gaiiN varna meraa to murder ho jaanaa thaa aaj :frowning: :hehe:**

**

:rotfl:…ohh hashmat jiiii u areeeee funnnnyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy:silly:.. Ok now im serious:aq:**

aaaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww thank you … aur sunaayeN kaisa hai sab? :slight_smile:

Re: first day in office..

ohh my sweets alhamdolilah all is good kaam busy hai ji aap sunnaiye?? ki hoing ji?

**
aaaaaaaawwwwww…poor soul…nannhii sii jana us pe itneeeee kaam…:(…maiN bhi job pe hoing…bossan hai nai abhi to uskaa wait karing…na jaane kab aayegi moTii :cb:**