Re: Re: Firaaq ka taryaak ho ya wisaal ki duwaaeiN
I wish I could understand the language of dots!
Thanx a lot Pramod Is meiN kuch khaas nahi tha isi leeye isey ziadaa tawaalat bhi nahi di. MeiN to shaed isey post bhi na karta, lekin bas aesey hi khaana-puri ke leeye, aek post aur sahi
Thanx anyway for your frank comment, it’s always welcome:)
NikamiJi “no wording again” ke leeye shukriye ke bohat saarey words hamaari taraf sey. Khuda aap ki vocabulary meiN izaafa karey. Aameen:)
weteyes82, ullujii, Bhooli Bisri, Cap, Masoom Muskaan and nikii, pasandeedgi ke leeye be’had shukriya:flower1:
*
reh reh ke mil jaatey heiN kuch ajnabi chehrey
jisey dhoondney niklo wo dhoondey nahi milta
**
............................................................(Amal)
[/QUOTE]
Firaaq ka taryaak ho ya wisaal ki duwaaeiN
is dard ka yahaaN koi hal sochey nahi milta
reh reh ke mil jaatey heiN kuch ajnabi chehrey
jisey dhoondney niklo wo dhoondey nahi milta
insaanoN ke selaab meiN apnoN ko sambhalo
jo kho gaya ik baar wo to mar ke nahi milta
so log takar jaatey heiN har aek qadam par
man ka magar meet to maaNgey nahi milta**
............................................................(Amal)
[/QUOTE]
Wah...very true